Bekasi Ka Sheh Ki Charcha Reh GayaBekasi Ka Sheh Ki Charcha Reh GayaMujrai Mahman Peyasa Reh GayaBekasi Ka Sheh Ki Charcha Reh GayaSub Huwe Serab Tuj Sy Ay FraatKafala Yasrab Ka Paiyasa Reh GayaMujrai Mahman Peyasa Reh GayaBekasi Ka Sheh Ki Charcha Reh GayaZohar Tak Jab Fooj Puhnchi Khuld MainSahibe Lashkar Akela Reh GayaMujrai Mahman Peyasa Reh GayaBekasi Ka Sheh Ki Charcha Reh GayaIss Qadar Tha Khushk Hazrat Ka GalaKhangar E Qatil Bhi Peyasa Reh GayaMujrai Mahman Peyasa Reh GayaBekasi Ka Sheh Ki Charcha Reh GayaDagmaga Kar Jab Gire Ghure ShahKaap Kar Arsh E Mualla Reh GayaMujrai Mahman Peyasa Reh GayaBekasi Ka Sheh Ki Charcha Reh GayaKahti Thi Maa Soye Asghar Kabar MainHaye Khali Un Ka Jhula Reh GayaMujrai Mahman Peyasa Reh GayaBekasi Ka Sheh Ki Charcha Reh GayaZakhm Kha Ty Hi Jo Akbar Gir PareChid Ke Barchi Main Kaleja Reh GayaMujrai Mahman Peyasa Reh GayaBekasi Ka Sheh Ki Charcha Reh GayaJab Huwi By Parda Aulad E RasoolPhir Jahan Main Kis Ka Parda Reh GayaMujrai Mahman Peyasa Reh GayaBekasi Ka Sheh Ki Charcha Reh Gaya
Bekasi
Mir Hasan Mir · 2022
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.