Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Bekason Kay Madadgaar Mola Ali (a.s)

Miscellaneous · 2000

Juzz Teray Koi Apna Sahara NahiGhair ka dar Jabeen ko Gawara nahi.. x2<span grande,tahoma,verdana,arial,sans-serif;="" font-size:12.727272033691406px"="">Jo Ali a.s ka Nahi woh Khuda ka nahiJo Nabi ka Nahi s.a.w.w woh Ali a.s ka NahiAy Musalman As'haab say Poch layKiya yeh Qum main Nabi nay Pukara nahiAay Kabay main jis dum Ali a.s kay QadamMoun kay Bal gir paray budh yeh kehtay howayAiyay Aiyay janasheen e Nabi..Yeh tumhara hi gher hay Hamara nahiwoh tou kamzarf hay jo tujhay Chor daywarna Mola Ali a.s Teri Tazeem koJo Palat ker na Ay woh Sooraj nahiJo na Chokhat ko Chomaay wo Tara nahiPehlay Tareekh Khyber ki Parh lijiyayPhir Koi Akhir Faisala dijiyayYa yeh kehna Payamber bhi hain Bidat'tiYa yeh Kehna Ali ko Pukara nahiJanay Khandaq main kaisay Musalman thayTana e Kufr chup chap suntay rahaySab kay pehlon main Talwarain Mojod theenomr ka sir kisi nay utara nahiUmer bhar younhi bhatkay ga nadaan wojis kay dil main Muhabbat Ali ki nahijis kay dil main Muhabbat Ali ki nahius ki Kashti ka koi kinara nahiLakh Toufaan ay mujhay gham nahiMeray Honton per hay wird e Naad e ALi a.sJo dibo Day Bhanwar main Safeena meraAisa koi bhi touufan ka Dhara nahiKiun Muslaman Hawadis say darta hay tu...Teray rehbar hain 14(choda) Zara Ghor kerJi rahay hain Zamanay main woh log bhijin ka koi bhi sacha sahara nahi..Kiun Bulandi per naza hay tu is qadarmain Ghulaam e Ali hoon,Ghulaam e AliAy Falak tu tou Kiya teri mehfil main bhimeri qismat ka koi sitara nahiArahi hay yeh marhab ki ab tak sadajuz Ali ger koi foj e islam mainGhair e farrar o qarrar jarrar thajang e khyber main kiun teer mara nahiYa tou Rozay pe bulwalo shah e najafya ho Bali pe mujh ko yahan dedaniArahi hay her ek sans say yeh sadaAb judai raza ko gawara nahi..

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.