Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Beta Azan Do

Syed Shayan Hussain · 2020

Akbar Akbar (2)Azaan DooSheh Ne Kaha Hay AkbarBeta Azaan Do (2)Ye Akhri Hay Fajr Jaha May Hussain KaLamhaat Kuch Hay Baqi Han Zibhay Azeem KaMil Jaye Sukun Dil Ko__ Han Beta Azaan DoZikray Khuda Zaba May Haa Jaari Sada RahayPayghaam e Karbala Ka Nishan Ye Azaan RahayHaq Ka Nishan Udha Do__ Han Beta Azaan DoKhako Lahoo May Hoga Badan Har Azeez KaDashte Bala Bahega Lahoo Is Garib KaLehja Nabi Suna Do__ Han Beta Azaan DoHay Muztarib Dilo Jaan Bahot Be Qarar HoonKhaliq Se Milne Ko May Haan Bekarar HunHujjat Tamaam Kar Do __ Haan Beta Azaan DoBade Fajar Wiga May Juda Hoga Sar Se TanRahe Khuda May Hongay Ha Qurban KhastatanHur Ko Zara Bulao__ Han Beta Azaan DoYe Akhri Aza Hay- Han Zahmat Karo ZaraEhsan Mujhpe Hoga- Beta Badaa TeraAndazay Mustafa Ho__ Han Beta Azaan DoAzam Azaane Akbar- Haan Gunji Fizao MayShayan Tamaam Bibi- Han Royee Khayaam MayLamhaat Kya Bayaa Ho__ Han Beta Azaan Do

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.