Ro Ke Bole Shahe Abraar(as)Ho Gaya Qatl Alamdaar(as)-x2Kamar Tut Gayi-Bhaayi Abbas(as) Tere Gham Me Kamar Tut Gayi-Bhaayi Abbas(as) Tere Gham Me Kamar Tut Gayi....x2Ro Ke Bole Shahe Abraar(as) Ho Gaya Qatl Alamdaar(as)-x2Kamar Tut Gayi....Bhaayi Abbas(as) Tere Gham Me Kamar Tut Gayi....x2Saaniye Haidare Karraar(as) Tha Mera Bhaai-Ek Faulaad Ki Diwaar Tha Mera Bhaai-Gir Gayi Ghar Ki Wo Diwaar-Ho Gaya Qatl Alamdaar(as)-Kamar Tut Gayi....Bhaayi Abbas (as) Tere Gham Me Kamar Tut Gayi....x2Haaye Bechainiyaan Barhti Hain Sukun Saara Gaya-Dun Sakina (sa) Ko Khabar Kaise Chacha (as) Maara Gaya-Chal gayi qalb pe talwarAlamdaar(as)-Kamar Tut Gayi....Bhaayi Abbas (as) Tere Gham Me Kamar Tut Gayi....x2Qatl Saqqa hua Khaimon Me Na Aaya Paani-Ek Qatra Bhi Sakina (sa) Ne Na Paaya Paani-Ho Gayi Tiron Ki Bochaar-Ho Gaya Qatl Alamdaar(as)-Kamar Tut Gayi....Bhaayi Abbas(as) Tere Gham Me Kamar Tut Gayi....x2Laash Akbar (as) Ki Uthaana Bhi Abhi Baaqi Hai-Qabr Asghar (as) Ki Banaana Bhi Abhi Baaqi Hai-Al Madad Haidare Karraar(as)Ho Gaya Qatl Alamdaar (as)-Kamar Tut Gayi....Bhaayi Abbas(as) Tere Gham Me Kamar Tut Gayi....x2Jab Giraa Ret Pe Sehra Me Tapesh Barhti Thi-Har Qadam Par Mere Zakhmon Ki Khalesh Barhti Thi-Koyi Munis Na Madadgaar-Ho Gaya Qatl Alamdaar (as)-Kamar Tut Gayi...Bhaayi Abbas(as) Tere Gham Me Kamar Tut GaBoj Hai Bhaayi Ka Sadma Ye Mere Seene Par-Khaak Hi Khaak Hai Ab Khaak Is Jeene Par-Ho Gayi Zindagi Bekaar-Ho Gaya Qatl Alamdaar(as)-Kamar Tut Gayi...Bhaayi Abbas (as) Tere Gham Me Kamar Tut Gayi....x2Bhaayi Maara Gaya Zainab (sa) Ko Bataawun Kaise-Leke Mein Khaali Alam Khaimone Me Kaise-Do Qadam Chalna Hai Dushwaar-Ho Gaya Qatl Alamdaar(as)-Kamar Tut Gayi...Bhaayi Abbas (as) Tere Gham Me Kamar Tut Gayi... x2Rizwan o Fakhri Ajab Gardishe Gham Aati Thi.-Ran Me Be Baazuwon Ki Laash Tarap Jaati Thi-Kehte The Jab Shahe Abraar-Ho Gaya Qatl Alamdaar (as)-Kamar Tut Gayi...Bhaayi Abbas (as) Tere Gham Me Kamar Tut Gayi¦Bhaayi Abbas(as) Tere Gham Me Kamar Tut Gayi
Bhai Abbas Tere Gham Mai
Rizwan Rizvi · Poet: Fakhri Meeruthi · 1447
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.