Haye..Haye haye shaam, haye haye shaamhaye shaaamqabr par bhai ki..gir kar ye pukari zainabbhaiyya ab wo zainab nahi rahi zainabbhaiyya... aagayi zainab..bhaiyya, bhaiyyatera chehlum manane turbat peqaid khane se aagayi zainabbhaiyya... aagayi zainabPaas tere teri sakina kosaath apne na laa saki zainabbhaiyya... aagayi zainab..(2)bhaiyya, bhaiyyatera chehlum manane turbat peqaid khane se aagayi zainab1. Haye atthara bhaiyo waliberida shaam hoke aayi haineel zakhmo ke aur baazu parrassiyo ke nishaan laayi haitune paala tha jisko naazo seab wo zainab nahi rahi zainabbhaiyya... aagayi zainab..(2)2. Itne chhale pade hai payro meinmujhse bhaiyya chala nahi jaatadil ye kehta hai kehdu sab tumsepar zubaa se kaha nahi jaatakabhi kaato'n bhari zamee'n pe chaliaur kabhi aag par chali zainabbhaiyya... aagayi zainab..(2)3. Bekasi maa ki yaad aati thiapni ghurbat ko bhool jaati thimujhko darbaar mein sharabi keamma zahra ki yaad aati thilog teri bahan pe haste thesar jhukaye khadi rahi zainabbhaiyya... aagayi zainab..(2)4. haye meri janib ishare karte theshehr e kufa ke log has has karjis se sajjad ne rida maangiusne maare ghareeb ko pattharaakhri saans tak na bhulegikufe walo ki be rukhi zainabbhaiyya... aagayi zainab..(2)5. Wo jo puchegi apne akbar kajaake sughra ko kya bataungisaath tera agar nahi hogaqabr pe maa ke kaise jaungiaye ghareeb ul watan baghair terelaut kar ghar na jayegi zainabbhaiyya... aagayi zainab..(2)6. Haye kabhi takti thi wo tere sar kokabhi abbas ko bulati thimeri aankho'n ke saamne bhaiyyateri bachhi tamache khati thihaath mere bandhe the gardan seshimr ko kaise rokti zainabbhaiyya... aagayi zainab..(2)7. Qabr e mazloom par takallum yekeh rahi thi batool ki jayitujh se wada bahan ye karti haikhatm ho jayegi ye tanhayitera chehlum manayegi duniyaibteda aaj kar chuki zainabbhaiyya... aagayi zainab..(2)bhaiyya, bhaiyyatera chehlum manane turbat peqaid khane se aagayi zainabHaye haye shaam, haye haye shaam
Bhaiyya aa gayi zainab
Shahid Baltistani · 2018
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.