Sajjad haye sajjad..(4)Kufe mein ujad kar karbal sejab rote hue qaidi pohchedarbaar saja aur peshi huiabid pe za'eefi taree thiek shaks ke jisne dekha tha..(2)darbaar mein muslim ka aanasajjad se kehta tha maulamuslim ko yaha'n jab laaya gayaba raub tha lehja, sar tha uthasar aapka lekin nahi uth-taankho'n se lahu kyu behte haisajjad ye sunkar kehte hai..(2)Haye sajjad, haye sajjad..Bhare darbaar mein muslim ka aana aur tha..(2)mera phupiyo'n ko apne saath laana aur hai..(2)1. Chacha muslim ridayein maang kar roye nahi themagar saydaniya'n bhi berida hai saath merewo tanha qaid hokar sar katana aur tharidayein dekhte naizo'n pe aana aur haiBhare darbaar mein muslim ka aana aur thamera phupiyo'n ko apne saath laana aur hai..(2)2. Watan se karbala tak saath saaya banke aayechacha abbas parde mein phupi amma ko laayephupi zainab ka woh mehmil me jaana aur thabina chadar ke yu kufe mein aana aur haiBhare darbaar mein muslim ka aana aur thamera phupiyo'n ko apne saath laana aur hai..(2)3. Isi kufe ke hakim jab mere dada Ali theriwayat thi hamari, hum ridayein baat-te theridayein baatne ka wo zamana aur tharidayein maangne ka ye zamana aur haiBhare darbaar mein muslim ka aana aur thamera phupiyo'n ko apne saath laana aur hai..(2)4. Agar aulad wale ho to samjhoge ye sadmameri maa dekh aayi khaak par asghar ka laashawo amma ka use lori sunana aur thajale jhule ko seene se lagana aur haiBhare darbaar mein muslim ka aana aur thamera phupiyo'n ko apne saath laana aur hai..(2)5. Sina seene pe maqtal mein ali akbar ne khayimujhe karbal se ummat hai sare bazaar laayisina ek baar hi seene pe khana aur thamusalsal qatl hote shaam jana aur haiBhare darbaar mein muslim ka aana aur thamera phupiyo'n ko apne saath laana aur hai..(2)Han azadaro na abid ke hue sadme tamaambaad kufe ke jo pohcha hai watan bazare shaamqafle ki raah mein phir ek sawali aagayawoh musafir naam jiska sehel ibn e saad thapucha usne khoon maula ro rahe ho kis liye?tab ghareeb e shaam yeh, thaame kamar kehne lage6. Sehel dekho sina ki nok par baba ka sar haibandha ghazi ka sar bhi gardan e rahwaar par haimuqabil shamiyo ke un ka jaana aur thamera bazaar mein kham hoke jaana aur haiBhare darbaar mein muslim ka aana aur thamera phupiyo'n ko apne saath laana aur hai..(2)7. Sare abbas ko tab dekh kar sajjad bolechacha apne safar ka haal kitna mukhtalif haiwo har manzil pe khaimo ka lagana aur thaye har manzil pe patthar sar pe khana aur haiBhare darbaar mein muslim ka aana aur thamera phupiyo'n ko apne saath laana aur hai..(2)8. Ujad kar karbala se shaam tak mai aa chuka hukhuda jaane badan par zakhm kitne kha chuka huchacha ke saath wo rasta banana aur thabandhe haatho se logo ko hatana aur haiBhare darbaar mein muslim ka aana aur thamera phupiyo'n ko apne saath laana aur hai..(2)9. Sahaab asghar ki turbat sheh ne hatho'n se banayiraza, abid ne kaise behen ki mayyat uthayikhule hatho'n se turbat ka banana aur thabandhe hatho'n se mayyat ka uthana aur haiBhare darbaar mein muslim ka aana aur thamera phupiyo'n ko apne saath laana aur hai..(2)
Bhare darbaar mein muslim ka aana aur tha
Syed Raza Abbas Zaidi · 2020
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.