Bimar Musafir(Sajad ka woh imteha(n)) x4[Bimar musafir hay aur sham ka darbar] ×2(Sajad ka woh imteha(n)) x21.Hatho(n) me rassiya(n) aur pawo(n) me beriya(n)Gir gir ke uth raha tha bimar natawa(n)Gham-o-ranj se, jigar chaak thaLahu se bhara, woh poshaak thaGira(n) tok ka tha ghardan pe haar(Sajad ka woh imteha(n)) x2[Bimar musafir hay aur sham ka darbar] ×2(Sajad ka woh imteha(n)) x22.Kistarha lut gaya ye, bekas ka qaflaBeparda binte haider ne roke di sada,Mera nawjawa(n), mera bezuba(n),Mera bawafa, mera bhayi jaa(n)Abhi sab hai neze pe sawaar(Sajad ka woh imteha(n)) x2[Bimar musafir hay aur sham ka darbar] ×2(Sajad ka woh imteha(n)) x23.Ankho(n) se khu(n) bahaya, ghayrat ke naam meBeparda maye(n) behne bazaar shaam meTamashayi yu(n), rulaate rahaSitam par sitam, woh dhaate raheThi charo(n) taraf se pathhar ke waar(Sajad ka woh imteha(n)) x2[Bimar musafir hay aur sham ka darbar] ×2(Sajad ka woh imteha(n)) x24.Seene pe sone waali, girti thi khaak parBachi pe raham koi, khaaya nahi shimarRida chin gayi, chine baaliyaa(n)
Bimar Musafir
Tejani Brothers · 2008
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.