Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Binte zahra ka khula sar hai

Mir Hasan Mir · 2018

Khuda khair kare..(7)Binte zahra ka khula sar hai, khuda khair kare..(3)Binte zahra ka khula sar hai, khuda khair kare..(2)Aur har haath mein patthar hai, khuda khair kareBinte zahra...1. Hurr ke bete pe hi shabbir bohot roye the..(2)haye, ab to laashe ali akbar hai, khuda khair kare2. Maarte hai waha'n naizo ko zamee'n par zalim..(2)dafn jis jaa ali asghar hai, khuda khair kare3. Kuch qadam door khadi dekh rahi hai zainab..(2)shimr ke haath mein khanjar hai, khuda khair kare4. Chauk kar khaak se kehti thi watan mein sughra..(2)kisi mushkil mein mera ghar hai, khuda khair kare5. Piche deewar hai aur jalta hua darr aage..(2)bichme binte payambar hai, khuda khair kare6. Berida jaana hai zainab ko waha'n par ke jaha'n..(2)har koi dushman e haider hai, khuda khair kare

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.