Allahu akbar, allahu akbar.. hussain hussain hussain..(2)ba waqt asr karbala, raazi ba zuljanah(2)..(2)pusht e zuljanah pe (fateh khaibar ka laal)..(2)aayi sada e ghaib, zehra ke noore aynshehenshah e mashraqainbismillah husssain....Marhaba, marhaba...shahe karbobalaaagaye hai aliaur rasool e khudaapni sawari rann ko badhaotegh uthao ya hussainfatah e lashkar, ho ibn e haidersabko batao ya hussainbismillah husssain....Teghe yadullahihai shuja e arabdeene Mohammad kitu baqa ka sababshane imamat, shane qayadatteri wirasat ya hussainye fauje aada, yaad karegiteri shuja'at ya hussainbismillah husssain....Jab ke tera farasrann ki janib chalajaan bachane lagalashkare ashqiyarann ko ulatkar, maida'n palatkartune dikhaya ya hussainkhandaq o khaibar, badr ka manzaryaad dilaya ya hussainbismillah husssain....Tegh teri chalihashr barpa huaek hone lagamaimana maisarategho pe teghe, dhalo pe dhaalelasho pe laashe yaa hussainsehmi hui thi, bikhri hui thifaujo ki saansein yaa hussainbismillah husssain....Shaah ladte raheshaah ladte rahejung ko dekhneambiya aagayepyaas ke aalam, mein ye ladaitera jigar hai yaa hussaintune bataya, ke shere dawarka tu pisar hai yaa hussainbismillah husssain....Daf'atan ruk gayedaste shahe hudaaayi aflaak seirja'ee ki sadaarabb tera tujhse, raazi hua haiaao palat kar yaa hussainsajda e akhir, ka waqt hai yemehbub e daawar yaa hussainbismillah husssain....Teer chalte the kahi se kahi naize hai chalepusht e rahwaar se shabbir sare farsh giredarr se khaime ke bahen dekh rahi thi dukhiyaaur sakina ki sadaa thi mere baba, babahashr barpa hua salman o razaaayi jab fatima zehra ki sadaahaye pyaasa hussain, hussainhaye pyaasa hussain, hussainzakhmi zee'n zakhmi sarrkhaak par tera sarrhaye pyaasa hussain, hussainhaye pyaasa hussain, hussain
Bismillah hussain
Syed Raza Abbas Zaidi · 2017
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.