Ali Ali Ali, Ali Ali AliAli Ali JanamAli Ali Ali, Ali Ali AliAli Ali JanamAli Ali Ali, Ali Ali AliAli Ali JanamAli Ali Ali, Ali Ali AliAli Ali JanamAsh ha du anna aliyan waliyullahAsh ha du anna aliyan hujjatullahTera ali, mera ali, rab ka wali, haider e qarrarNoor e jali, nafs e nabi, maula ali, haider e qarrarIshq e ali jisko mila usne sadaa diShah e mardaan aliSher e yazdaan aliJaan Ali, Jaan AliNaara ali ka jo maara hogaya phir beda paarBus ali, ali, sardaar sardaar..(4)1. Bole malang saare, maula ali ke pyaaremere maula ke jaisa koi nahidee'n ka sardaar ali, kul ka mukhtar alikoi ali sa hai to laao kahiShah e mardaan aliSher e yazdaan aliJaan Ali, Jaan AliHum hai malangane ali humse na tum uljho yaarBus ali, ali, sardaar sardaar..(4)2. Jab bhi maida'n mein aaya, aise dushman pe chayasar kahi'n pheka badan aur kahi'nkaisa marhab ko maara, antar ka sar utarathar thar thar kaape falak aur zamee'nShah e mardaan aliSher e yazdaan aliJaan Ali, Jaan AliSar sar karti kuffaro pe chalti rahi zulfiqarBus ali, ali, sardaar sardaar..(4)Itna baland hai ali....Itna baland hai ali....Mushkile bhagane wala, bigdi ko banane walaraasta dikhane wala hai..Har dil pe chane wala haiShah e mardaan aliSher e yazdaan aliJaan Ali, Jaan AliShah e mardaa'n shere yazda'n quwat e parwardigarBus ali, ali, sardaar sardaar..(4)3. Patthar pe alam gaada, khaibar ka darr ukhadasuraj paltaya badi shaan seJab chali teghe ali, haibat se bhage shaqijo bhi takraya gaya jaan seShah e mardaan aliSher e yazdaan aliJaan Ali, Jaan AliKarti thi talwar ali ki ek bande ke tukde charBus ali, ali, sardaar sardaar..(4)Ali Ali Ali, Ali Ali AliAli Ali Ali, Ali AliAli Ali Ali, Ali Ali AliAli Ali Ali, Ali Ali AliHijab e kibriyayiusi ki hai khudayisitaro se bhi aage haiali ki badshahi..(2)Ali ka ek hai darrjaha'n pe sar jhuka karbane salman abuzar aurbane saare qalandar..(2)Nahi dekha koi banda nigaho ne ali jaisashab e hijrat jo sota hai to lagta hai nabi jaisaAbu talib ka betaAli shauhar Zahra kaAli hasnain ka babaAli qambar ka aaqa aurALi hum sabka hai maulaShah e mardaan aliSher e yazdaan aliJaan Ali, Jaan AliPalano ke mimbar ye kehke gaye hai sarkarBus ali, ali, sardaar sardaar..(4)4. Zikr e ali ibadat, madh e ali tilawatduniya se Mazhar o Farhan boletera bhi ALi Waris, mera bhi Ali Warisdil jo bataye wo imaan boleShah e mardaan aliSher e yazdaan aliJaan Ali, Jaan AliUsse apna kya rishta hai jisko hai inse inkarBus ali, ali, sardaar sardaar..(4)Ali.. Ali..Ali Ali Ali AliBus ali, ali, sardaar sardaar..(4)Ali Ali Ali, Ali Ali AliAli Ali Ali, AliAli Ali Ali, Ali Ali AliAli Ali Ali, Ali Ali Ali
Bus Ali Sardar
Farhan · 2023
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.