Haye chacha abbas..(3)Haan..arey jab dafn karne aaye, tane paash paash koabid pukare dekh ke ghazi ki laash kochacha mai aapki turbat banane aaya husakina ab bhi hai pyaasi batane aaya huchacha mai aapki turbat banane aaya hu..(2)sakina ab bhi hai pyaasi batane aaya huchacha mai aapki turbat banane aaya hu..(2)1. Batau kaise chacha kya guzar gayi hum parhar ek shehr mein maare gaye hame pattharthi maaein phupiya mere saath aye ali ke pisarye saari zulm ke qisse sunane aaya huchacha mai aapki turbat banane aaya hu..(2)2. Haram ko chodke kufe se aa raha hu chachabata gay hai tumhari wasiyatein babawahi ho qabr chida tha jaha'n pe mashkizakiya tha sheh se jo waada nibhane aaya huchacha mai aapki turbat banane aaya hu..(2)3. Hai teen roz se laashe pe dhoop ka saayaye haal dekhke rota hai khoon dil meraghareeb hu mai kafan tumko de nahi saktahaye tumhari laash ke tukde uthane aaya huchacha mai aapki turbat banane aaya hu..(2)4. Sakina raah mein naake se gir gayi thi abhiwahi hai taaza riwayat kamar pe likkhi huihai jaari khoon jo is waqt aydiyo'n se merilaee'n se khake abhi taaziyane aaya huchacha mai aapki turbat banane aaya hu..(2)5. Tumhare saamne aati hai sharm kehte hueye baat karta bhala kaise saamne unkeabhi hai door yaha se bani asad walehaye, phuphi ki chinn gayi chadar batane aaya huchacha mai aapki turbat banane aaya hu..(2)6. La'ee ne bachhi ke gauhar ko aise cheena thagiri zamee'n pe sakina mai khoon rota thawo jis zameen pe kaanto'n se khoon tapka thawo khaak rakhne tumhare sirhane aaya huchacha mai aapki turbat banane aaya hu..(2)7. Baghair inke tum utre the zeen se kaiseharam to lut gaye ye baazu kat gaye jab sepade the door ye laashe se aapke kabsekate ye baazu badan se milane aaya huchacha mai aapki turbat banane aaya hu..(2)8. Banake qabr takallum wo bola ro ro karyaha'n pe aayenge ab zaereen shaam o saharjale khayam ki rakh kar lahad pe khaak magarhaye, mai pehla farsh azaa ka bichane aaya huchacha mai aapki turbat banane aaya hu..(2)
Chacha mai aapki turbat
Mir Hasan Mir · 2018
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.