haay haay haayhaay haay sakinajaago ay baali sakinadete hain aawaaz babaek shab sakina shaam ke zindaan me so gayibaba ko dekha khwaab me kehte the wo yehibohat ro chuki meri jaan jaag jaachal sakina chalein karbalasaath baba ke rehna sadamujh se bichhri to soyi nahin meri jaanek ek saans tum par thi kohe garaanaur us par sitam qaid ki sakhtiyaanteri aah o buka par bhi paabandiyaanis liye kar raha hun bukachal sakina chalein karbalasaath baba ke rehna sadahai yahaan sirf tanhaayi taarikiyaanye ghutan aur taqdeer ki beriyaanchaahne waale tere to sab hain wahaanchain aata hai apnon ke hi darmiyaanchhor kar ab ye shehre jafachal sakina chalein karbalasaath baba ke rehna sadayaad karta hai asghar tujhe meri jaantujh ko aawaaz deta hai wo bezabaanwo wahaan reh gaya aagayi tu yahaanwo wahaan nohakhwaan tu yahaan nohakhwaanchain donon ko aa jaayegachal sakina chalein karbalasaath baba ke rehna sadasaath apne tujhe leke jaawunga meintere ammu se tujh ko milaawunga meinhaan tujhe baaliyaan bhi pinhaawunga meinapne sine pe tujh ko sulaawunga meinhai wahaan par jahaan ek nayachal sakina chalein karbalasaath baba ke rehna sadaab na talwaar o neza hai na teer haikarbala ab to ghazi ki jaageer haitere baba ke khwaabon ki taabeer haiek aagosh hai jis me besheer haidil ye tera behel jaayegachal sakina chalein karbalasaath baba ke rehna sadashaam se mukhtalif hai wahaan ki fizaakon tujh par wahaan ab karega jafatera akbar bhi hai aur tere chachasaare pehron se aazaad hai alqamahab to paani bhi mil jaayegachal sakina chalein karbalasaath baba ke rehna sadaghurkiyaan taaziyaane tamaache lageqaid khaane me tujh par sitam jo huwetera baba tarapta hai is dard sechaahta hun dukhon se rehaayi milesaath baba ke ay ghamzadachal sakina chalein karbalasaath baba ke rehna sadazakhm saare jigar ke dikhaane chaloapne dukhre chacha ko sunaane chalojo sitam tum ne jhele bataane chalokhaake karbal ko marham banaane chalosaare zakhmon ki lene dawachal sakina chalein karbalasaath baba ke rehna sadayun to har roz "farhan" o "mazhar" yun hibaap se bachchi milti thi khwaabon me hizindagi ka yehi khwaab tha aakhriyun laga saath baba ke wo laadlichal basi sun ke bas ye sadachal sakina chalein karbalasaath baba ke rehna sada
chal sakina chalein karbala
Farhan · 2012
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.