Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Chalna Hai Tumhe

Syed Raza Abbas Zaidi · 2011

jab madine may paye karbobaladaste khudrat ka sawara hua mehzar utraghaur se zainab o shabbir ne usko dekhausmay likha tha ki kya hoga pasay qatl jafaimtehan baat liye bhai behan ne milkardega sar kaun fida kaun karega chadarmai noke sina pe chalunga behanchalna hai tumhe bazaron maypamaal badan hoga merajaana hai tumhay bazaron maymai noke sina....aaghaze safar anjame safarhai sakht bahot maine maanamujhe yaad hai ab tak ay zainabnana se kiya tha jo wadamai tera deen bachungaqurban karunga sar apnaqurban rida tum kar denamai noke sina....tum bhi ho shareeke kaar merighazi ki tarha akbar ki tarhaek jang tumhay bhi ladni haibe taygh ali asghar ki tarhasar auno mohamed ke hongaytar khoon may mere sar ki tarhatum azm-e-ali dikhla denamai noke sina....jab ahle haram qaidi bankarpabande rasan humraah terejane jo lagay badida e taraur khafila maqtal se guzrekoshish karna us aalam mayhum ko na sakina dekh sakaytum uska dhyan bata denamai noke sina....jis noke sina par sar ho merajab dekho sina wo rukh gayi haius waat samajh lena zainabnaaqe se sakina gir gayi haijab dekhna abid ki jaanibbadh kaar nazar koi uth gayi haikhutbo ki taygh chala denamai noke sina....rehan o raza kya manzar thajis waqt kaneezi may maangadarbar may us shehzadi kohaa naam sakina tha jiskaus taaza sitam par abid aurzainab ka badan bhi kaamp gayaye baat na tum dohradenamai noke sina....

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.