chalo chalo ..(8)chalo chalo mere hamraah karbala ko chalo, karbala ko chalo..(2)1. Alam uthao karo mish'ale wafa roshansunao mimbare haq se payambaro ka sukhanbaya karo to karo seerate husain o hasanutho utho to sahi baandh kar saro se kafan2. Tumhe talash agar hai khudae bartar kihai justujoo agar allah ki payambar kisuno bagoshe dil aakar azaan akbar kimushahida to karo tum namaz sarwar ki3. Jo ma'refat tumhe darkaar hai payambar kidaleel e khatm e nabuwat hai zaat sarwar kigawahi chahiye tumko jo wahiye daawar kigawahiya tumhe mil jaegi bahattar ki4. Husain kar gae sab haq ada imamat ketakaze kargae poore wo sab mashiyat kedikha gae hame raste har ek sa'adat kehamare waste khole hai darr shafa'at ke5. Namoode jalwae haq ab ye zebo zain karobapa husain ki majlis bashoro shain karozamana sota hai ghaflat ki neend bain karoalam ko thaam ke sab bay'ate husain karo6. Har ek ma'refate haq se pur safine sehar ek kitaab se har ek harf har qaline sehar ek dil se har ek noor baar seene seyahi nida hai palan aaj bhi madine se7. Mere husain zamana udaas tujh bin haifeza me aaj bhi zinda sadae halmin haiye isteghasae shabbir hai wo kamsin haiare ye aaj bhi ashoor hi ka to din hai8. Bayaa aqeel jo karte hai barsare mimbarsuna rahe hai wo paighaam e haq tumhe safdardilo me jazbae haq haath me alam lekarbaland karte hue naam e naam e haq baqarro parchalo chalo mere hamraah karbala ko chalochalo chalo mere hamraah karbala ko chalo, karbala ko chalo..(2)
Chalo chalo
Ali Safdar · 2013
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.