Azadari MediaAzadari Media

Darbar bulaya kisne logo jawaab do

Ali Zeeshan

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Zahra ko darbar bulaya kisnay logo jawab doTehereeray Mustafa kyoo jhutlakay phaardi jhutlakay phaardiMayray baba ko hiziyan bataya kisnay logo jawab do1. Kya jaantay nahi ho mai hoo Nabi ki baytiPhir bhi na haq diya hay muj ko yay ghasibo nay muj ko yay ghasibo nayHaq Nabizadi ka darbar may khaya kisnay logo jawab do2. Tum say to wo thay behetar Esa kay ummatiJinhonay mubahila may tazeem mayri ki thi tazeem mayri ki thiMujpay jalta hoowa darwaza giraya kisnay logo jawab do3. Kyoo tum yay bhool baithay jiska wo kalma partayUski hi ladali ko kitna sataya tum nay kitna sataya tum nayMayra madfan may aaram gawaya kisnay logo jawab do4. Bus naam kay banay ho ashab tum Nabi kayKirdar say ho dushman tum Aalay Mustafa kay tum Aalay Mustafa kayBughz apnay na kabhi dil say mitaya kisnay logo jawab do5. Aqdas dikhaey koee tazeem hum karaingeyHay bayguna yay teeno tareek may likha ho tareek may likha hoQatilay Zahara ko pardo may chupaya kisnay logo jawab do

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.