Marzi e subhaan Bibi fatemaDeen kii hai shaan Bibi fatemaHai khuda ke khaas apney MustafaAur unki jaan Bibi fatemaBolta Qur'an hai gar murtazaUski tu juzdaan Bibi fatemaMad'hakhwa'n rabb e jalii hai jab TeraKya karey insaan Bibi fatemaNaam letey hi tumhaara honto parAagayi muskaan Bibi fatemaTerey Ghar mey palkey Terey haatho'n parDee'n chadhaa parwaan Bibi fatemaMy bichaaya farsh e ghum Ghar mey kabhiHogayi mehmaan Bibi fatemaAapke jaatey hi dekho hogayaGhar Mera veeraan Bibi fatemaKyu na darr par naukri aakar kareyKhuld se rizwaan Bibi fatemaEk ishaarey se hi mangwaaleygi bassKhuld se Saamaan Bibi fatemaArsh se taara utarkar kehgayaMy terey qurbaan Bibi fatemaTerey darwaazey pey aakar maut bhiHogayi hairaan Bibi fatemaHar azadar e Husaini ke liyeSaaya e rehmaan Bibi fatemaRaasta jannat mey jaaney ka hameyKargayi aasaan Bibi fatemaHaa farishto'n ke baraabar thehreygaTera mad'hakhwan Bibi fatemaRoz e mehshar faisla Allah kaAur tu meezaan Bibi fatemaSurkh hojaayega aatey hi tereyHashr ka maidaan Bibi fatemaDarr jalaakar Wo Tera insaan seBangaya haiwaan Bibi fatemaTerey Ghar ke bachey boodhey AAL parMera Ghar qurbaan Bibi fatemaMajlis o mehfil se hai sarshaar abSaara hindustaan Bibi fatemaManqabat Tera yuhii likhta rahuuKar zara ehsaan Bibi fatemaMadhakhwan e sayyada ke naam seho Meri pehchaan Bibi fatemaAapki deedaar se ho sarfaraaz"GAAZI" ka armaan Bibi fatema
Deen Ki Hai Shaan Bibi Fatema(Sa)
Gaazi Abbas Zainabi · 2020
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.