Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Dekh kar sue najaf

Fatema Ladak · 2012

Dekh kar sue najafDaikh kar sue najaf shah nay girya yeh kiyaZandagee bhar mujhay abbas (a.s.) Nay bhai na kahaYeh ghulamo(n) kee tarah karta tha khidmat meripori kar day mira allah yeh hasrat merihaq ada kar dya kahta raha mujh ko aaqazandagee bhar mujhay abbas nay bhai na kahaDaikh kar sue najaf shah nay girya yeh kiyaZandagee bhar mujhay abbas (a.s.) Nay bhai na kahaMushkile saath jo sahtay hai to dil barrhtaa hayBhai ko bhai jo kahtay hai to dil barrhtaa hayPyar say bhai mai abbas ko kehta hi rahaaZandagee bhar mujhay abbas (a.s.) Nay bhai na kahaDaikh kar sue najaf shah nay girya yeh kiyaZandagee bhar mujhay abbas (a.s.) Nay bhai na kahaMaslihat waqt kee thee jang say rokaa main naySar jhukaeay huwe abbas ko dekhaa main nayBan gaya meri sakina kay liye woh saqqaZandagee bhar mujhay abbas (a.s.) Nay bhai na kahaDaikh kar sue najaf shah nay girya yeh kiyaZandagee bhar mujhay abbas (a.s.) Nay bhai na kahaKhaak aur khoon main bhigo dalaay hai gaisoo kis nayKaat dalay mere abbas kay bazoo kis nayKis tarha bhai mera pusht say ghorray ki giraZandagee bhar mujhay abbas (a.s.) Nay bhai na kahaDaikh kar sue najaf shah nay girya yeh kiyaZandagee bhar mujhay abbas (a.s.) Nay bhai na kahaDil kee khwahish thi meri baat zara rakh laitayMunh say ik baar hi zainab ko bahan kah daitayAap tu jaantee hai kab say yeh amma(n) fizzaZandagee bhar mujhay abbas (a.s.) Nay bhai na kahaDaikh kar sue najaf shah nay girya yeh kiyaZandagee bhar mujhay abbas (a.s.) Nay bhai na kahaSun kay ghazee ka badn karb say tharraya hayUtthoo abbas hussain abn-e-ali aya hayApnay haathoun say sahaara tumhai(n) day dou(n) bahyyaZandagee bhar mujhay abbas (a.s.) Nay bhai na kahaDaikh kar sue najaf shah nay girya yeh kiyaZandagee bhar mujhay abbas (a.s.) Nay bhai na kahaEh qamar shah ka who qarb bayan kaise hoAakhri waqt to shabbir ko bhai kehdoWarna hasrat keliye dil me hi marjaungaZandagee bhar mujhay abbas (a.s.) Nay bhai na kahaDaikh kar sue najaf shah nay girya yeh kiyaZandagee bhar mujhay abbas (a.s.) Nay bhai na kaha

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.