Dete Rahenge Ye SadaLabbayka ya hussain(dete rahenge ye sada ya hussain, saara jaha(n) tum pe fida ya hussain) x2Teeron ki barish huwi, Asr ka waqt agayaDekh raha tha falak, hoti thi tumpar jafa,Zeen pe na khaak pe aap ka lasha paraAap ke halqoom par shimr ka khanjar chala,jalasa shimran ala sadri-zakiwa haz nahr al-hussain ibn ali(dete rahenge ye sada ya hussain, saara jaha(n) tum pe fida ya hussain) x2Qasimo asghar nahi, akbaro abbas bhi,Shame ghariban hai aur, bibiyan sab hai khariKhaymon me ab hai dhuwan, sar se rida chingayiSham talak berida roti hai binte aliya rayt haz nahri qabal nahrukaWa la ara ala at-tirbaan jismuka(dete rahenge ye sada ya hussain, saara jaha(n) tum pe fida ya hussain) x2ayi wo beti teri sham ke bazaar mekaano(n) se bali chini, jisko tamache lagesham talak rororahi thi yahi kehte huwebaba kahan ho mere awo bachawo mujheayna tara bint imam-al-hudahawlaha al-aadaa wa ruus fawqaha(dete rahenge ye sada ya hussain, saara jaha(n) tum pe fida ya hussain) x2Askhk bahate hai hum, karte hai matam tera,Hum tere hi naam me karte hai majlis bapaJine ka maqsad hai tu, tu hai humari baqaakhri sanse talak dete rahenge sadanahnu jameean sarakhna lak hussainWa naqoolu kulna fida lak hussain(dete rahenge ye sada ya hussain, saara jaha(n) tum pe fida ya hussain) x2Khuda hi janta hai haqiqat hussain ki,Mustafa se pucho izzat hussain ki,Jibreel se pucho khidmat hussain ki,Kul ambhiya se pucho ibadat hussain ki,Mola ali se pucho azmat hussain ki,Fatima se pucho fazilat hussain ki,Sakina se pucho mohabbat hussain ki,Sajjad se pucho wasiyat hussain ki,Behlool se pucho jannat hussain ki,Rahib se pucho sakawat hussain ki,Kul karbala se pucho karamat hussain ki,Yazeed say pucho zara taqat hussain ki.aaj talak goonjti hai ye jahan me sadatha tere lab pe buka barsare karbobalakehte hai labbayk hum, har gari aur har jagakaash yun hote to hum, saath bhi dete teralaytana kunna maak fi karbalaLi Nasfika fi hubbika ad-dimaa(dete rahenge ye sada ya hussain, saara jaha(n) tum pe fida ya hussain) x2chaand sitaron pe aur, arsh pe hai tera naamkoyi na jo karsaka tune dikhaya wo kaamdono jahaan me har aik, karte hai tujhko salaamtune bachaya hai deen ay mere pyare imamhaqaqta hilman bi himayat ad-deenbaqayta dawman awnan li ash-shakireen(dete rahenge ye sada ya hussain, saara jaha(n) tum pe fida ya hussain) x2aaj bhi tere muhibbon pe hai zulmo jafaghazza medina najaf, karbobala samarrahumko hai ab dekhna, badla-e-karbobalaawo imame zamaan hai yahi dil ki duaHatta mata yudhbahu hub al-wasiWa dhanbuna huwa hub aali ali(dete rahenge ye sada ya hussain, saara jaha(n) tum pe fida ya hussain) x2hai ye tejani dua ay mere parwardigaarbhejiye mehdi ko ab, kehte hai hum baar baarlashkare mehdi me ho saare hussaini shumaarjitenga islaam aur, hogi wo zulmat ki haarhadha ad-dua minna ya rabb ya shafiajjil dhuhoor sahib ul-asr ya sami(dete rahenge ye sada ya hussain, saara jaha(n) tum pe fida ya hussain) x2
Dete Rahenge Ye Sada
Tejani Brothers · 2011
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.