Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Deti thi sada zahra aa dekh zara baba

Meesum Abbas · 2004

WawailaWawaila, ya fatematuz zahra, ya fatematuz zahra[Binte rasool bibi batool] ×4[Deti thi sada zahra aa dekh zara baba] ×2Teri beti ke laashe pe roti hai qazaa baba[Deti thi sada zahra aa dekh zara baba] ×2[Ummat ne sataaya hai, darwaaza giraaya hai] ×2 Naa haath kafan mei bhi, pehloo se utha baba[Deti thi sada zahra aa dekh zara baba] ×2[Kardaali sanad tukre, jutlaae gawaa mere] ×2 tere baad musalmaan ko, aayi na hayaa baba[Deti thi sada zahra aa dekh zara baba] ×2Teri beti ke laashe pe roti hai qazaa baba[Deti thi sada zahra aa dekh zara baba] ×2[Haae chain na aayega, turbat mei rulaaega] ×2 tere baad jo zahra ka, kya haal huwa baba[Deti thi sada zahra aa dekh zara baba] ×2[Ummat ne sitam dhaaya teri beti ka haq paaya] ×2 barbaad se hai khaali, lotaaya gaya baba[Deti thi sada zahra aa dekh zara baba] ×2Teri beti ke laashe pe roti hai qazaa baba[Deti thi sada zahra aa dekh zara baba] ×2[Taazim ko jis dar pe khud aap bhi rukte the] ×2 haathon se laaino ke who dar bhi jala baba[Deti thi sada zahra aa dekh zara baba] ×2[Tere baad teri beti maatam ko tarasti thi] ×2 ummat ne tere gham mei rone na diya baba[Deti thi sada zahra aa dekh zara baba] ×2Teri beti ke laashe pe roti hai qazaa baba[Deti thi sada zahra aa dekh zara baba] ×2[Chora hai hame maadar haae kiske sahaare par] ×2 kulsom ki zainab ki aati hai sada baba[Deti thi sada zahra aa dekh zara baba] ×2[Mesum jawaad zahra roro ke ye kehti thi] ×2 ye ajre risalat hai ummat ne diya baba[Deti thi sada zahra aa dekh zara baba] ×2Wawaila, ya fatematuz zahra, ya fatematuz zahra

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.