Ya Hussain Ya HussainHussaino minni ki ye sada hai hussain jaisa koi nahi haiyahi shareeat ka aaina hai yahi mohabbat ki inteha haiSare azadaro pe ye ahsan usi ka haidaman me jo ishq shahe kaunain ko bakhsha haijo dil hai parwan chadha mola ki mohabbat seban ke lahu name sarwar us dil me dhadakta haiye dil kahe mera mola hussainsaanso pa hai tera pahra hussainhar soo hussaina ki sada dono jahan par hai chahi huiashke aza ke saath me meraj par hai meri bandagikausar ki aabru zamzam ki aabrukabe ki hai sada hussain kubakuinsaniat ki baqa ke liye baiat na ki sar dia ya hussaintu adl ka maiaar hai tu hi mohammad ka kirdar haitu hai shareeat ki zaban inkare deen tera inkar haideen ki pahchan hai roohe quraan haitujh se wabastagi aine imaan haiusko yaqeenan khuda mil gaya jis shkhs ko tu mila ya hussainhussain sa rahnuma jahan me koi nahi hogaye faisla ho gaya khuda ka kahin nahi hogahidayato ka charagh hai ye nabi ka aainajahan me raushan inhi ke dam se wafa ki hai duniajab se pade tere qadam karbobala aasman ban gaiis pe lahu tera baha ye khak rashke jinaa ban gaitabibe be kasaan hakime nafse jaanhai sooraj ki qadmo ka har nishansab arsh waale yahin hain makin jannat teri karbala ya hussainteri shahadat ke sabab dunia ko raahe baqa mil gaimarna khuda ki raah me mitna nahi hai yahi zindagidunia me dekh lo ab kiska naam hairaze haqqaniat kiska paigham haiahle sitam ka nishan tak nahin zinda hai teri wafa ya hussainshujaaton ki misal ban kar jahan pe cha baithesitamgaron ki sitam zarifi ko aazma baithegala kataya bala ke ran me ali ke bete netamam soye huye dilo ko magar jaga baithezalim ne ki baiat talab shabbir ne usko thukra diawo kaun the kya azm tha deke lahu sabko batla diasab zulm mit gaye zinda hai karbalafathe shabbir hai azaano ki sadaphir koi baiat na mangi gai inkar tha tera aysa hussainwo aashiqe shahe zaman baiat sitamgar ki karte nahihaq ke liye dete hain jaan marte to hain phir bhi marte nahitera ye hai karam aye sultane umamjhukne nahi dia deene haq ka alamkarbobala ki yahi hai sada har su ho haq ki zia ya hussaindeen ki jaan hussain mera imaan hussainrabbe kaba ki qasam hai quraan hussainshahe mardaan hussain shere yazdaan hussainjahan jahan khuda waha wahan hussainaye shahe karbala aye jaane mustafaaye zahra ke pisar quwwate murtazatune sar de dia aur na uff kiadeene haq ke liye ghar bhi luta diakarbal me wada wafa kar dia nana se jo tha kia ya hussaintera karam be inteha teri ataa ki koi had nahijo bhi tere dar pe gaya hur kar dia aapne bilyaqeenaye ibne murtaza sultane karbalatu ba kamal hai jamale mustafasadiyon se dono jahan ke liye jari hai teri ataa ya hussainye karwane shahe deen haqqaniat ka bharam ban gayafathe hussaini ka nishan dekho jari ka alam ban gayajab ye lahraega sab ko bataegafathe islam ki yaad dilayegaahle sitam ka sitam thak gaya ayesa tera sabr tha ya hussainmera aaqa hussain mera qibla hussainsari dunia kahe meri dunia hussainshane wafa hussain jane azaa hussaindeene islam ki tu hai baqaa hussianwaqre mustafa aye fakhre ambiyaaye zinate pidar sukune sayyadashaheede karbala mazlume nainawatune raushan kia charaghe lailahtu rab se razi hai tujh se khuda aye shae sabro raza ya hussaindeene khuda ki aas tu tujh par jami hai nigahe haramtu hai waqare ambiya tu hi nuqushe wafa ka bharamtu hi islam hai tu hi hai bandagitune ata kia deen ko zindagihar ik sadi ki zarurat hai tu har marz ki hai dawa ya hussainaye aashqane shahe deen duniaya se kah do wasimo razaye maatme shabbir hai har pairwane sitam ki qazaye ishqe gham nahi aik tufan haikuzaye chashm me shah ka rman haiye ashk karta hai har su bayan rudade karbobala ya Hussain
Dil Kahe Mola Hussain
Ali Raza Irani · 2023
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.