Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Dua e Fatima Zahra

Fatema Ladak · 2015

Haye Abbas ya abbas - 4dua e fatema zehra ali ka lakht e jigarwafa ke shehar ka parwadigaar hai abbas1.kahi pa kafila salaar hai mera gazikahi pa parda o dewaar hai mera gazikahi pa ahmad e mukhtar hai mera gazikahi pa haq ka kharidaar hai mera gazimare hussain ke dil ka karar hai abbaswafa ke shaher ka parwardigaar hai abbas2.mare jari ke taaruf ma dil ya kehta haiya izan e shah ma sar ko jukaye rehta haiali ka lal hai kitna azeem rutba haimagar ya sheh ki gulami pa naaz karta haiwaqaar kehti hai mera waqaar hai abbaswafa ke shehar ka parwargigar hai abbas3. hasan ke lal ke tukdhe kahein habib ka sirwo ran ma aun o muhummad kahin :kahein akbarjari ne dekh liya darad ka har ik manzarmagar wo ab be chala ran ko chodh kar khanjarsabar ki phosuht pa aise sawaar hai abbaswafa ke shehar ka parwardigaar hai abbas4. gaya tha pani jo lene ali ka shair pisaarsoowe furaat they pyason ki is tarha se nazaarke jaise aye ga dariya wo khud abi uth kaarbala ke dasht ma pyason ka dekh lo manzaarhar aik pyase bki pyasey pukaar hai abbaswafa ke shehar ka parwardigaar hai abbas5. wo jis ne pyas ke alaam ma pani tukrayawo jis ne mashk ke badley ma bazo katwayawo jis pa ashkon ka badal kabi nye chayamagar wo khaimon ma mashkiza jab nye layaisey ke soogh ma yun ashk baar hai abbaswafa ke shehar ka parwarddigaar hai abbas6.utha ke mashk aowee ran jo aa gaye abbasyun izan e shah pa sar ko juka gaye abbaskarar e qalab shahadat be pa gaye abbaswafa ko maar ke be jena sekha gaye abbasisey karar ko phir be karar hai abbaswafa ke shehar ka parwardigaar hai abbas7.mere jari ki ibadat : gulamey e sarwaraqeda kehta hai irfan azmaa lo agarpiya hai doudh be abbas ne yahe keh karya aik jaan to chotey hai mare aqa parhazaron jaanen loutane tayaar hai abbaswafa ke shehar ka parwardigaar hai abbas

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.