Dua karo....x8Dua karo...x6Dua karo ke zahoore Imam ho jayeYeh roz roz ka kissa tamam ho jayeDua karo.....x3Ali ki tegh ke jauhar khule zamane parTamam duniya ho ek tegh ke nishaane parHo sari khalke khuda maut ke dahane par ......x2Jo gaib me hain woh zaahir Imam ho jayeYeh roz roz ka kissa tamam ho jayeDua karo.....x3Dua karo ke......Sina ki nok pa uthega kalaye khaibarKafan hawa ka milega na khaak ka bistarAjal chabati fire lashe marhab o antar.....x2Jo zulfikar e Ali beneyaam ho jayeYeh roz roz ka kissa tamam ho jayeDua karo.....x3Dua karo ke....Hakeeki surat e Islam bhi ayaan hogiNigah e adl zamane ki pasbaan hogiFir ek kalma yaha ek hi azaan hogi....x2Paye namaz jo hazir imam ho jayeYeh roz roz ka kissa tamam ho jayeDua karo....x3Dua karo ke....Karegi mauje hawa zulm ko rasan bastaZameen band karegi faraar ka rastaWoh barse aag jo darbariyon ko ho sakhta .....x2Agar zaman e fidak ham kalam ho jayeYeh roz roz ka kissa tamam ho jayeDua karo.....x3Dua karo ke....Na shirk hoga na ilhado kufr kuch bhi nahiKhuda ke deen se aabad hogi sari zameenHar ek sagare nafse bashar me hoga yaqeen....x2Muqi me shehra ke jatkapt kayam ho jayeYeh roz roz ka kissa tamam ho jayeDua karo.....x3Dua karo ke.......Magar woh shehra ke jaan jispe chal gaya khanjarMagar woh sar jo uthaya gaya the naize parMagar woh pyasa jo hain ibne sakiye kausar.....x2Har ek zabaan ki zeenat woh naam ho jayeYeh roz roz ka kissa tamam ho jayeDua karo....x3Dua karo ke.....Haya bhi roti hain jispar woh Zainab e muztarUse bhi kucha ba kucha firaya be chadarJo Sayyeda ki hain beti Hussain ki khwahar.....x2Wohi jo rukashi darbar e Shaam ho jayeYeh roz roz ka kissa tamam ho jayeDua karo....x3Dua karo ke....Rahe jo pyase labe ju unhe abad ka salaamKalam jo ho gaye bazu unhe abad ka salaamJo unke gam me hain aansu unhe abad ka salaam.....x2Khuda kare ke shuru inteqaam ho jayeYeh roz roz ka kissa tamam ho jayeDua karo...x3Dua karo ke....Yeh roz roz ka kissa tamam ho jaye....x2Dua karo....x3Dua karo ke....
Dua Karo Ke Zahoor e Imam
Ali Safdar · 2011
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.