Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Dua to maang sakina ka waasta deke

Farhan · 2018

Hai baab e hawaej maula..(2)saqqa e sakina maula..hai baab e hawaej mauladua to maang sakina ka wasta deke..(2)ye kaise hoga ke abbas aur ataa na kare1. Alam pe jaake sakina ka waasta denafarera thaam ke ghum apne sab suna denajalana naam e sakina ka ek diya jaakeye kaise hoga ke abbas aur ataa na kare2. Alam pe jao to bachho ko saath le jaowaha'n sakina ka pursa do phir dua mangotumhare haq mein sakina jo khud dua kardeye kaise hoga ke abbas aur ataa na kare3. Rida e zainab e muztar ka waasta denaghareeb e zehra ka sharbat pe fatiha denaduaein maangna haatho'n mein baliya'n rakh keye kaise hoga ke abbas aur ataa na karehai baab e hawaej maula..(2)saqqa e sakina maula..hai baab e hawaej mauladua to maang sakina ka wasta dekeye kaise hoga ke abbas aur ataa na kare4. Ataa kare jo khuda mujhko ek ghar apnarakhunga ghar mein sakina ke naam ka hujraalam ko thaam ke mannat ye maan le rokeye kaise hoga ke abbas aur ataa na kare5. Jo tune maangli aulaad aur ye sochause sakina ka saqqa main khud banaunganiyat ye karli jo tune duao'n se pehleye kaise hoga ke abbas aur ataa na kare6. Baland bus ye aqeeda hai mazhar o farhanhusainiyo ki to raahat ka hai yehi saamaanjo panjetan ke bhikaari bano salike seye kaise hoga ke abbas aur ataa na karehai baab e hawaej maula..(2)saqqa e sakina maula..hai baab e hawaej maula

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.