Duniya ke mitae mit na sakaDuniya ko yahi gam aaj bhi haiShabbir ka maatam kal bhi thaShabbir ka maatam aaj bhi hai1 Ashko ka bada sailab magarHaq bath dabai dab na sakiAgyar ke ide ho na sakiApna to Muharram aaj bhi hai2 Leta bhi nahi ab naam koiDuniya me yazidi parcham kaAbbas ne lehraya tha jiseWo deen ka parcham aaj bhi hai3 Islam ke sache shahdaayeGinti ke bahattar kal bhi theIslam pe marne waalo kiTadaat bahut kam aaj bhi hai4 Bekas ki sadaaye halmin koTera so baras to beet gaeNusrat ko magar Asgar ki tarahBadtaa hua aalam aaj bhi hai5 You khatam hua darbare layeenAb naam nahi duniya me magarZainab ne beena jis Majlis kiDaali thi wo qayam aaj bhi hai6 Mazloom ka maatam kal bhi RiyaazEk zeher tha Ahlebaait koZikre game Shahe KarbobalaBaatil ke liye zam aaj bhi hai
Duniya ke mitae
Miscellaneous · 2014
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.