Azadari MediaAzadari MediaGet the app

eid aayi hai rajab shaban ki

Farhan · 2008

salle ala ka shor uthazehra ke gharaane ki ye khushiyaan hainmubaarak eid mubaarakeid aayi hai rajab shaabaan kitin pisar hain haidar ketinon rajab me aaye hainaamade baaqir huwi pehli rajab ko marhabapaanchwi aayi rajab aaye naqi salle aladaswi rajab ko aaye taqi kehte hain jinhefarzande razaye tajalli hai dile imraan kino rajab ko aaye hainasghar ibne shaahe hodaaa gaya zehra ke gulshan me gule umme rababtisre baabul hawaaej ka mila jis ko khitaabarsh pe qudsi jhoom rahe hain aur zameen pebuturaabjaan hain ye sayyade zishaan kitera rajab ko aaye alitera rajab ko aaye aliwo jahaan me aa gaya jo ho gaya ghaalib laqabaamade binte asad par shak huwi diwaar jabkhush huwa kaaba aur payambar bole abu talibke labye pisar tasweer hai subhaan kibibi zainab ki wilaadathai pehli shaabaan koshabbar o shabbir jaise bhayi ki hamshir haimalka e sharm o haya hai waarise tatheer haishaan me zehra baat me haidar azm me yeshabbir haipehli aayat sabr ke quraan kishaabaan ki hai tisriaur aamad shabbir kiraahib o fitrus pukaare aa gaya mera sakhiarsh se jhula jhulaane aa gaye jibreel bhiraaqibe doshe ehmade mursal fakhre khuda aurfakhre aliye khabar hai tisri shaabaan kichothi sahar shaabaan kiaur aamad abbas kigod me le kar ali bole mera akkaas haiye dile zainab dile shabbir ka ehsaas haimaine dua me maanga tha jisko han ye wohiabbas haihai sanad allah ke ehsaan kiaayi thi shaabaan ki saatibne hasan qaasim ke saathjab liya aaghosh me farwa pukaari ay khudahubahu hai baap ki surat ye mera laadlameri ibaadat meri riyaazat ka ye diya hai tu nesilalaaj rakhli tu ne mere maan kigyaara thi shaabaan kithi wilaadat akbar kidekh kar is chaand ko wo chaand bhi sharmaagayaumme layla ne kaha lo aa gaye phir mustafais ke husn ka khums nikaala tab yusuf ko husnmilamaang le kheir zuleikha jism o jaan kimehdiye doraan ki aamadhai pandra shaabaan koay khusha qismat zameen par aa gaya womaahtaabwo ujaala din ka hai jaanashine buturaabmazhare yazdaan ka wo mazhar noore mujassamlaajawaablaaj rakhne aa gaya yazdaan kiehlebeyt ki khushiyon mesaare hussaini shaamil hainek duje se gale mil kar mubaarak baad dopehn ke kapre naye ghar ghar charaagha bhikarosaare hussaini mazhar aur farhaan ki tarha milke kahoeid aayi hai rajab shaabaan ki

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.