Ek bimaar ka khat baap ke naam aaya hai.Goya sogra ka madine se payaam aaya hai.Fatima sogra ne khat me hai tahreer kiya..2Dil kisi tarha bahelta hi nahi aaye baba...2Khaab me jabse nazar..2Lash kare shaam aaya hai.Ek bemaar ka khat.....2Baba asgar to mera ghutniyon chalta hoga..2Apni sugra ke liye wo bhi machalta hoga..2Usse kahdena ki...2bekas ka payaam aaya hai.Ek bemaar ka khat....2Baba bechain kiye deeti hai yaade akbar..2Kya karun aaj bhi hatti nahi raste se nazar ..2Aisa lagta hai ki wo ...2Mahe sayaam aaya hai.Ek bemaar ka khat....2Baba dulhan abhi kubra ko banaya ki nahi...2Byaah hum shakle payambar ka rachaya ki nahi..2Maa se kahdena ki...2sugra ka salaam aaya hai.Ek bemaar ka khat....2Kya madine me nahi laut ke aane ka khayal...2Sun rahi hun ki hai pardees basane ka khayaal...2Darde dil ban ke mere...2Lab pe kalaam aaya hai.Ek bemaar ka khat.......2Kahna har ek ko aadaab sakina ko dua...2Chumna meri tarf se ali aagar ka gala....2Haye sab chhuot gaye ...2kaisa nizaam aaya hai.Ek bemaar ka khat....2Padh ke khat ro pade "shamshad" shahenshahe zaman...2Bole qasid se luta ran me mohammad ka chamanHaye pardes me kya...2sakht maqaam aaya hai.Ek bemaar ka khat.....2
Ek beemar ka khat
Anjuman haidari Hallaur · 2019
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.