Azadari MediaAzadari Media

Ek bibi Fatema Zahra (a.s) Ek Bali Sakina (a.s)

Zulfiqar Ali

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Ek Bibi Fatima Zahra Ek Bibi Bali Sakina sa (2)Shadio Se Inn Pe Jari Hain Gurbat Ki Imtehan (2)Ek Bibi Fatima Zahra Ek Bibi Bali Sakina sa (2)1)Ek Bibi Madine Mai Hai Ek Shaam Main Ba Khuda HaiEk Hai Pidar Ke Samne Ek Baba Se Juda HaiGurbat Ki Hai Kitab Do (2) Par Ek Hai DaastanEk Bibi Fatima Zahra Ek Bibi Bali Sakina (2)...............2)Haq Mangne Meri Zahra s.a Darbar Mai Gayi ThiAur Banke Sakiba Qaidi Darbar Mai Khari ThiMehrooma Haq Se Haq Thi Aur (2) Ek Qaidi BeridaEk Bibi Fatima Zahra Ek Bibi Bali Sakina (2)...............3)Baad E Nabi Jo Ummat Ne Zahra Ko Sataya HaiBaad E Hussain Sakina Par Zulm O Sitam Kiya HaiUmmat Ne Azre Iss Tarha (2) Apna Ada KiyaEk Bibi Fatima Zahra Ek Bibi Bali Sakina (2)...............4)Baad E Rasool Ummat Ne Zahra Ka Ghaar Jalaya HaiAur Sath Mai Sakina Ki Daman Mai Agg Lagaya HaiSadmain Hazar Do No Ko (2) Ummat Se Hai MilaEk Bibi Fatima Zahra Ek Bibi Bali Sakina (2)...............5)Roti Thi Zahra Chup Chup Kar Qabre Nabi Pe JakarRoti Thi Sakina Meri Hayee Tamache Kha KarZalim Ne Ale Ahmad Par (2) Uh Zulm Hai KiyaEk Bibi Fatima Zahra Ek Bibi Bali Sakina (2)...............6)Zahra Ka Janaza Uttha Shab Ki Siaa Mai LogoShab Ke Andhere Mai Zinda Mein Ek Janaza Hai Dekho soDono Pedar Ki Yaad Mai (2) Karti Thi MarsiyaEk Bibi Fatima Zahra Ek Bibi Bali Sakina (2)...............7)Abaad Huwi Zinda To Wiraan Madina HaiQaidi Hai Sakina Qabre Zahra Be-Saya HaiAyee Zulfiqar O Haider Yea Kyse Ho Ab Baya'n.Ek Bibi Fatima Zahra Ek Bibi Bali Sakina (2)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.