Mazloom hussaina..(2)Beyaar hussain..(2)Em shab shab e matam e hussainalam hame dar fugha hussaina..(2)Mazloom hussaina..(2)Beyaar hussain..(2)Em shab shab e matam e hussainalam hame dar fugha hussaina..(2)Jo kar na saki bhai ka deedar wo behnaMazloom hussaina..(2)baba tha jiska haider e qarrar wo behnaMazloom hussaina..(2)Em shab..1. Har qaum mein hota hai ye mazloom ka matamzehra ke dilo jaan ka (masoom ka matam)..(2)qurbaniye shabbir ko bhula na zamanaMazloom hussaina..(2)Em shab..2. Har ek ko ro ro ke rulata hai moharramashoor ka din yaad (dilata hai moharram)..(2)wajib hai yeh paigham zamane ko sunanaMazloom hussaina..(2)Em shab..3. Hum zikr e shaheedan e baqa karte rahengeabbas ke parcham ko sada (uncha rakhenge)..(2)ye pursa hai zehra ko safeerane azaa kaMazloom hussaina..(2)Em shab..Mazloom hussaina..(2)Beyaar hussain..(2)Em shab shab e matam e hussainalam hame dar fugha hussaina..(2)Jo kar na saki bhai ka deedar wo behnaMazloom hussaina..(2)baba tha jiska haider e qarrar wo behnaMazloom hussaina..(2)Em shab..
Em shab
Ali Shanawar and Ali Jee · 2017
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.