Azadari MediaAzadari Media

Fatema Zahra(Sa) Ko Khun Rulaya Gaya

Zulfiqar Ali · 1446

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
ali ka masjide kufa men khun bahaya gayalahed men fateman zahra ko khun rulaya gaya1abhi na bhole the ham toti pasliyon ka wo gham ai nana fir se naya zulm ham pe dhaya gaya2amama khoon se tar hai laho nahin rukta pedar ko sar pe mere zakhm yun lagaya gaya3ajeeb haal hai ghash se zamin pe girti thi pedar ki laash se zainab ko jab hataya gaya4nazar thi chadare zainab pe ashk ankhon men qareeb hazrate ghazi ko jab bulaya gaya 5tha ek hashr bapa murtuza shaheed huye Payame gham ye muhibbon ko jab sunaya gaya6hasan husain ki ankhon men ek andhera tha pedar ka chehra jo zere kafan dikhaya gay 7sar apna peet ke hasnain jaan khone lagejo ghar se baap ki maiyat ko hai uthaya gaya 8janaza ghar se nikalta ho jaise ai rizwankhoda ke ghar se ali ko kuch aise laya gaya

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.