Ghabraaegi Zainab x 4Bhaiyya tumhe ghar jaake kahaan paaegi ZainabGhabraaegi Zainab1.Kaisa yeh bhara ghar hua barbaar ilaahi,Kya aayi tabaahi.. x 2Ab isko naa aabaad kabhi paaegi Zainab2.Phat jaaega bass dekhte hee ghar ko kaleja,Yaad aaoge bhaiyya.. x 2Dil dhoondega tumko toh kahaan paaegi Zainab3.Bin bachhon ki kehlaayi toh kehlaayi main lekin,Yeh kaise hai mumkin.. x 2Bin bhai ki kehlaai toh marr jaaegi Zainab4.Poochhenge jo sab log ke baazu pa hua kya,Yeh Neel hai kaisa.. x 2Kis kisko nishaa rassi ke dikhlaaegi Zainab5.Ghar jaake kise dekhegi Qasim hai Abbas,Akbar bhi nahi paas.. x 2Apne Ali Asgar ko kahaan paaegi Zainab6.Beparda hui qaid bhi khaahar ne uthaayi,Par maut na aayi, x 2Kya jaaniye kya kya abhi dukh paaegi Zainab..Ghabraaegi Zainab..
Ghabrayegi Zainab
Miscellaneous · 2014
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.