Haay mazluma fatema zehraHaay mehrumaFatema ka bhare madine me gham batane koi nahi aaya 3Ghar jalane ko kalmago aayeHai ghar bujhane koi nahi aaya..!!1)Kya wo islam ka hi markaz tha 2Kya madina tha wo muhammed ka 2Lagrahe the jaha pe zahra k taziyane koi nahi aaya2)Rassiya thi ali ki gardan me 2Aur bazaar se guzarte the 2Sab tamashayi banke takte raheAur chudane koi nahi aaya3)Dar jala katl hogaye mohsin pasliya sayyed ki toot gayi 2Fir b kehte ho tm k zehra par zulm dhaane koi nahi aaya4)Khud hi chunne lagi nabizaadi bikhri tehreer apne baba ki 2Mustufa ki sanad k tukdo koHay jab uthane koi nahi aaya5)Har sitam fatema pe dhaaya gayaJalta darwaza b giraaya gaya 2Apne mehdi ko di sada usneHay jab bachane koi nahi aaya6)Aath Shawwal ko hui Akbar fir shahadat nabi ki beti ki 2Gir raha tha mazaar bibi ka aur bachane koi nahi aaya
Gham e Fatima
Mir Hasan Mir · 2014
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.