Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Ghar Ghar Maatam

Nadeem Sarwar · 1995

Ghar ghar matam(Ya hussain)[Gar gar matam, dar dar matam, tera hota rahe maula matam] ×21. [Basti basti farya farya, tera hota rahe maula matam] ×2[Gar gar matam, dar dar matam, tera hota rahe maula matam] ×22. Tere matami ay mere maula, Dunya ke kisi kone me gayaa[Musruf raha matam me tere] ×2deta he sukoon tera matam[Gar gar matam, dar dar matam, tera hota rahe maula matam] ×23. jab dil ne kaha ayi zehra, mere gar me bahaane ashke azaa[bas maine bichake farshe azaa] ×2kuch der kiya barpa matam[Gar gar matam, dar dar matam, tera hota rahe maula matam] ×24. kal haath bandhe the zainab ke, majboor behen thi matam ke[majlis he teri ghar ghar barpa] ×2ab karti hai sab dunya matam[Gar gar matam, dar dar matam, tera hota rahe maula matam] ×25. abbas ke shane kat to gaye, Masum tere pyaase hi rahegazi ke liye bacho ke liye,[gazi ke liye bacho ke liye] ×2ab karta hai darya matam[Gar gar matam, dar dar matam, tera hota rahe maula matam] ×26. aashoor ko jab suraj nikla, zehra ke bhare gar ko dekha,[par chand ne zainab ko dekha] ×2karti hai bhare gar ka matam[Gar gar matam, dar dar matam, tera hota rahe maula matam] ×27. karbal se safar tha shaam ka jab, lashe pe pukari ye zainab,[taa hashr teri mazloomi par] ×2karnaa hai mujhe bhaya matam[Gar gar matam, dar dar matam, tera hota rahe maula matam] ×28. jo karbobala se sham gayi, wo binte zahra binte ali,[sab maye behne milkar ab] ×2karti hai sadaa uska matam[Gar gar matam, dar dar matam, tera hota rahe maula matam] ×29. bimar tha aur zanjeere thi, pairo ke tale jalti thi zamin,[sajad ke gham me roro kar] ×2karta hai har ek rasta matam[Gar gar matam, dar dar matam, tera hota rahe maula matam] ×210. [basti basti karya kaya] ×2tera hota rahe maula matam[Gar gar matam, dar dar matam, tera hota rahe maula matam] ×2

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.