Haaye mei ujjar gayiSaamne behn ki ankho ke, gardan pe khanjar chalaaya, ik mazloom pyaase par, zalim ko tars na aaya(Ha mera ujjar gaya garbaar, ha mei tanha matamdaar, haaye mei ujjargayi nana, haye mei ujjar gayi) x2 Ha mera ujjar gaya garbaar[Chali dil pe mere talwaar] ×2 Ab mawt ke hai aasaar, haaye mei ujjar gayi nanaHaaye mei ujjar gayi, Haan mera ujjar gaya garbaar, ha mei tanhamatamdaar, haaye mei ujjar gayi nana, haaye mei ujjar gayi, Haan meraujjar gaya garbaarNana teri ummat ne mere jeene ke sahare cheen liye, is karbobala kejangal mei, ankho ke sitare cheen liye [Mei bekas mei lachaar] ×2 Sabkunbe ki ghamkhaar, haaye mei ujjar gayi nanaHaaye mei ujjar gayi, Haan mera ujjar gaya garbaar, ha mei tanhamatamdaar, haaye mei ujjar gayi nana, haaye mei ujjar gayi, Haan meraujjar gaya garbaarDarya ke kanaare jalta huwa, ghar aaj talak dekha ke suni,quran-e-sar-e-neza nana, parhta huwa sar dekha ke suni (kiya bayyat seinkaar) x2 Bhaayi pe chali talwaar, haaye mei ujjar gayi nanaHaaye mei ujjar gayi, Haan mera ujjar gaya garbaar, ha mei tanhamatamdaar, haaye mei ujjar gayi nana, haaye mei ujjar gayi, Haan meraujjar gaya garbaarWo shaam-e-gharibaan ka manzar, Bimar ka sholo mei bistar, wo behtahuwa kaano(n) se lahu, wo neel Sakina ke rukh par (kaano se lahu kidhaar) x2 Jab zakhmi the rukhsaar, haaye mei ujjar gayi nanaHaaye mei ujjar gayi, Haan mera ujjar gaya garbaar, ha mei tanhamatamdaar, haaye mei ujjar gayi nana, haaye mei ujjar gayi, Haan meraujjar gaya garbaarIk sheyr taraayi mei soya, jo aas tha pyaase bacho(n) ki, wo mashkbachaane ki khatir, kurbaani degaya haatho(n) ki [parde ka zimmedaar] ×2Mara gaya aakhir kaar, haaye mei ujjar gayi nanaHaaye mei ujjar gayi, Haan mera ujjar gaya garbaar, ha mei tanhamatamdaar, haaye mei ujjar gayi nana, haaye mei ujjar gayi, Haan meraujjar gaya garbaarWo zulm bhi dekhe hai mene, jo din ko raat banaa dete, Mei ro nasaki aansu mere, paani mei aag laga dete [bhaayi ka tha ye israar] ×2bas sabr meri ghamkhaar, haaye mei ujjar gayi nanaHaaye mei ujjar gayi, Haan mera ujjar gaya garbaar, ha mei tanhamatamdaar, haaye mei ujjar gayi nana, haaye mei ujjar gayi, Haan meraujjar gaya garbaarShaano(n) pe nishaa(n) hai rassi ke, sogaat safar ye laayi hu, haidil mei daag-e-bahatar ke, ay nana mei dukh paayi hu (thi sang ki wobosaar) x2 rota tha alam bardaar, haaye mei ujjar gayi nanaHaaye mei ujjar gayi, Haan mera ujjar gaya garbaar, ha mei tanhamatamdaar, haaye mei ujjar gayi nana, haaye mei ujjar gayi, Haan meraujjar gaya garbaarWo ibn-e-hassan pamal-e-badan, dulha jo bana ik shab ke liye, maqtalki zamee(n) par uska badan, ghoro(n) ne kiya tukre tukre (sine pe zakhmhazaar) x2 ik sar ke tukre chaar, haaye mei ujjar gayi nanaHaaye mei ujjar gayi, Haan mera ujjar gaya garbaar, ha mei tanhamatamdaar, haaye mei ujjar gayi nana, haaye mei ujjar gayi, Haan meraujjar gaya garbaarZainab ki sada har majlis mei, noho(n) ki zubaani aati hai, bibi kisada dohraata hai, jisse nawha khaani aati hai ["Rehan" mere ashaar] ×2dil-e-zainab ki hai pukaar, haaye mei ujjar gayi nana(Haaye mei ujjar gayi, Haan mera ujjar gaya garbaar, ha mei tanhamatamdaar, haaye mei ujjar gayi nana, haaye mei ujjar gayi, Haan meraujjar gaya garbaar) x2
Haaye mei ujjar gayi
Shahid Baltistani · 2003
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.