Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Haaye Zainab, haaye Zainab

Tejani Brothers · 2009

Zainab[Haaye Zainab, haaye Zainab] ×2Issi Hussain ko roya hai umr bhar SajjadIssi Hussain ka jangal mei ghar huwa barbaadIssi Hussain ki khaahar hai Zainab-e-nashaadLikha hai jiski rida par Hussain ZindabadUthi to shaam-e-ghariba(n) ki roshni bankarAur chali to sare shaheedo(n) ki zindagi bankarQasam khuda ki, Zainab ki mehnat se baaqi hai kaayenaatYe zindagi hai uski nikaali huwi zakaat[Haaye Zainab, haaye Zainab] ×2Zainab[Hai tuhi jaane sayyeda zainab, dine ahmad ka aasra zainab] ×31.     (Tere darbaar me jo jayega, jolia(n) bharke lot aayega) x2Joliyaa(n) bhar ke lot aayenga, Hai tera naam mojeza zainab[Hai tuhi jaane sayyeda zainab, dine ahmad ka aasra zainab] ×22.     [mujhko wo cheez milgayi rab se, mere lab pe thi jo dua kab se] ×2mere lab pe thi jo dua kab se, bas tera waasta diya zainab[Hai tuhi jaane sayyeda zainab, dine ahmad ka aasra zainab] ×23.     (Tere dar par wo aake roti hai, jo bhi khatu(n) ki god khaali hai) x2Jo bhi khatu(n) ki god khaali hai, Tohfa bacho(n) ka kar ata Zainab[Hai tuhi jaane sayyeda zainab, dine ahmad ka aasra zainab] ×24.     [Tere roze pe jab nazar jaaye, ashk se dil hamara bhar jaaye] ×2Ashk se dil hamara bhar jaaye, Tute dil ki hai tu dawa Zainab[Hai tuhi jaane sayyeda zainab, dine ahmad ka aasra zainab] ×25.     [tere dar par malak bhi aate hain, apni hajaat ka ajr paate hain] ×2Apni haajat ka ajr paate hai, kitna uncha hai martaba zainab[Hai tuhi jaane sayyeda zainab, dine ahmad ka aasra zainab] ×26.     [Sharm se ghazi ro raha hoga, Takht se jab yazid ne pucha] ×2Takht se jab yazid ne pucha, Hai kaha(n) ghazi ab tera Zainab[Hai tuhi jaane sayyeda zainab, dine ahmad ka aasra zainab] ×27.     (Tegh khutbon ki yu(n) chalaayi thi, ke hukumat ko cheen laayi thi) x2Ke hukumat ko cheen laayi thi, Tu hai islam ki baqa zainab[Hai tuhi jaane sayyeda zainab, dine ahmad ka aasra zainab] ×28.     [gham ko dilpar tumhe uthaana hai, tumko darbaar mei bhi jaana hai] ×2Tumko darbaar mei bhi jaana hai, Fatema ki ho ayina zainab[Hai tuhi jaane sayyeda zainab, dine ahmad ka aasra zainab] ×29.     [Aise sheyr-e-khuda ke lehje mei, apne khutbe sunaaye majme mei] ×2Apne khutbe sunaaye majhme mei, tujhse razi huwa khuda zainab[Hai tuhi jaane sayyeda zainab, dine ahmad ka aasra zainab] ×210.     [Kya guzarti rahi tere dilpar, samne tha shimar liye khanjar] ×2Saamne tha shimar liye khanjar, Tere bhayi pe jab chala zainab[Hai tuhi jaane sayyeda zainab, dine ahmad ka aasra zainab] ×211.     [tere ghazi ka hai saja parcham, aaj ghar ghar bapa hai jo matam] ×2Aaj ghar ghar bapa hai jo matam, hai tejani teri dua zainab[Hai tuhi jaane sayyeda zainab, dine ahmad ka aasra zainab] ×2

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.