Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Haazir hai Azadar

Safdar Abbas · 2014

Husain husain husain husainya sarallah..(2)ae husain ibne ali, bus haqeeqat hai yahidil amanat hai teri, jo tere naam likhiba khuda ya husain, har jagah ya husaintere matam ke liye jab mila ya hussainseene me tamannae shahadat hai hamarehazir hai azadar tu halmin ki sada dehazir hay ya husain..(4)husain ibn e ali tere janesar hai hamtere ghulam hai maidaa ke shehsawar hai hamye jaan tumpe lutane ko beqaraar hai humbatil ko kuchalne ke hai mazboot irade..hazir hai azadar tu halmin ki sada dehazir hay ya husain..(4)tere karam ke talabgaar banke bolengewafa-o-ishq ka meyaar banke bolengemisaale misam-e-tammar banke bolengebolegi zaba kehke bhi ye daar pe jaakehazir hai azadar tu halmin ki sada dehazir hay ya husain..(4)qayam apna mawaddat ki kaynat me haiwafa ke shaah ka parcham hamare haath me haihum uski ghaat me dushman hamari ghaat me haimaidan me aenge lagate hue naarehazir hai azadar tu halmin ki sada dehazir hay ya husain..(4)ae badshahe do alam ae warise kaunainhamara tumse hai wada dile rasool ke chaynzamana saara pukarega ya husain husainkehte hue labbaik chale aaenge saare..hazir hai azadar tu halmin ki sada dehazir hay ya husain..(4)tod kar daaro rasan, sab shikan zulm shikanbole ye baandh kar kafan..ae shehenshahe zaman, ho juda sar se ye tanpara para ho ye badan..kuch khauf nahi hote rahe laakh dhamake..hazir hai azadar tu halmin ki sada dehazir hay ya husain..(4)bam dhamaka jo hua, khoon me doobi fizakaanp kar reh gai hawaa..lashkare ehle aza, aage badhta hi raha

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.