Hai shaam ka safarHai shaam ka safar [Zainab hai nange sar, hai shaam ka safar] ×2 Zainab hai nange sarNeze pe ro raha hai ibne ali ka sar[Zainab hai nange sar, hai shaam ka safar] ×2 Zainab hai nange sar[Majma hai ashkiya ka sajad kehrahe hai] ×2Seyedaniyo ko lekar jawuga me kidher[Zainab hai nange sar, hai shaam ka safar] ×2 Zainab hai nange sar(Barsaat patharo(n) ki hai kaydiyo(n) ke sar par) x2Tar khu(n) se ho rahi hai zindaa(n) ki rehguzar[Zainab hai nange sar, hai shaam ka safar] ×2 Zainab hai nange sar[Humsheer berida dekhenga kistarha se] ×2Rukhta nahi sina par abbas ka yu(n) sar[Zainab hai nange sar, hai shaam ka safar] ×2 Zainab hai nange sar(Chadar nahi hai sarpe baalo(n) se mu(n) chhupaye) x2Zehra ki betiya(n) hai raho(n) me nawhaghar[Zainab hai nange sar, hai shaam ka safar] ×2 Zainab hai nange sar[Kufe ki shehzaadi qaydi bani huwi hai] ×2Mehboobe kibriya bhi rote hai arsh par[Zainab hai nange sar, hai shaam ka safar] ×2 Zainab hai nange sarBazu bandhe huwe hai sarpar rida nahiAy ummate muhammed kuchh to khuda se ddar[Zainab hai nange sar, hai shaam ka safar] ×2 Zainab hai nange sar"Rehan" ye yaqi(n) hai jannat me jawungaShabbir ke sahare zainab ke naam par[Zainab hai nange sar, hai shaam ka safar] ×2 Zainab hai nange sar
Hai shaam ka safar
Tejani Brothers · 2006
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.