Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Hai teri wafao ki ajab ghazi kahani

Katri bawa · 2011

Haye abbas, haye abbas..(4)Hai teri wafao'n ki ajab ghaazi kahani..(2)bachpan pe sakina ke fida kardi jawaniHai teri wafao'n ki ajab ghaazi kahani..(2)1. Tu fatima zahra ki duao'n ka sila haiabbas tera naam hi zainab ki rida haiab tak tera mamnoon hai islam ka baniHai teri wafao'n ki ajab ghaazi kahani..(2)2. Zahra ki lahad kaapi haider ne najaf chodaro ro ke ye shaah bole meri kamar ko bhi todajab khoon mein tar dekhi ghazi ki peshaniHai teri wafao'n ki ajab ghaazi kahani..(2)3. Rone ke liye maula kya baat ye kam haikitna tujhe masoomo ki haye pyaas ka ghum haidariya pe kiya qabza piya phir bhi na paaniHai teri wafao'n ki ajab ghaazi kahani..(2)4. The khaar o lahu mein tarr hai qamar e bani hashammazloom o ki ghurbat pe paani ne kiya matammasrufe azaa ab tak dariya ki rawaniHai teri wafao'n ki ajab ghaazi kahani..(2)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.