00:14- Arbaeen00:25 - dard e dil, roz badha detaa hai gam, furqat kamere maula, mujhe bulwaaeyee ab karb o balaIn negaho me wahan chehra e mehdi(ajfs) ayeAapke dar pe mujhe akhiri hichki ayemere aaqa mola hai mere dil ki sadaa karbala karb o balaa 1:50 - hum gunahagaar gareebooN pe taras khaae gaa kaun aap hum ko na bulaaeN gee tp bulwaae gaa kaunkis ka dar hoga bhala ,aap ke dar ke jaisamere aaqa mola hai mere dil ki sadaa karbala karb o balaa 2:18 -saans chalti hai to paa lete hai khushboo ay haramdil ki dhadkan se nikaltii haii sadaa ay maatambas yahii kehke guzartaa hai mera har lamha mere aaqa mola hai mere dil ki sadaa karbala karb o balaa tum khataa bakshh do , rehne do isi dar ka faqeer dekh lo meri jabeeN par hai nidaamat ki laqeer tum to hurr jaisooN ko deete ko karam ka sadqa mere aaqa mola hai mere dil ki sadaa karbala karb o balaa3:16- koii pyaasa na guzar jaaye wahaaN,din hoo ke raat hum laagaaeeN gee sabeelooN ko laab e nehre furaatpaani pyaasooN ko pilaaeeN gee banaam e saqqa3:35 Babul husain mokibRaste me lagayengeKah kah ke hala bikumZawwar bulayenge3:47-Hala bikum ya zawaarPaani bhi pilayengePaa'on bhi dhulayengeMaula tere zayer ka Har naaz uthayenge4:11- aa ke chauukhat pe jo darbaan banen gey hum bhi teri khidmat se sulemaan banen gey hum bhi hum ko mil jaaey ga rizwaan ey Jinaa ka rutbaa4:38- they jahaaN laasha e akbar pe imaam e mazloomro rahaa hai usii maqtal meN jawaanoN ka hujuumye samaaN dekh ke phat jaaye gaa meraaa sinaa5:07- mujh mein himmat to nahiiN hogii magar jaaungaatilla e zainabia pe ye soch ke mar jaaunga tha yahiiN aakhrii deedar behen bhaiii kaapne rauzee pe bulaa lo jo hameiN shah e zamaaN kabhii ahsaan na bhooleeN gee shafii wa rizwaan do zubaanooN pe musalsal hai yahii ek duaa6:04-Hussain hussain hussain hussain6:26-GAR CHE GUNAHGAR HOOÑ KARBALA KARBOBALATERA AZADAR HOOÑ KARBALA KARBOBALAMUFLISI O NAADAAR HOOÑ KARBALA KARBOBALABAS TERA BEEMAR HOOÑ KARBALA KARBOBALA✍🏻Maulana Shafi Bheekpuri
Hai Yehi Dil Ki Sada Karbala Karbobala
Rizwan Rizvi · Poet: Maulana Shafi Rizvi Bheekpuri · 1446
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.