Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Haider E Karrar

Mir Rehan Abbas · 2019

Haidar-E-KararHar momin ki aas hai bas tera darbaar1. Aap hee mushkil kusha hain aye mere molaAap hee deen ki baqa hain ayr mere molaAap har dil ki sada hain aye mere molaMushkil ho do chaae aye shahe abrarHar momin ki aas bas tera darbar2.Aap ki aamad ne kaabe me banaya darAap sa moulud ho koi bhala kyunkarTere haaton ne banayi arsh ki chadarKul ke madadgar dil ho laala zaarHar momin ki aas bas tera darbar3. Khaali kabse jholiyaan hai aan kar bhardoApne pyason ko zara sehrab yph kardoJeet ka apni jagah aankohon ko manzar doAye shahe abrar ibne AlmadarHar momin ki aas bas tera darbar4. Dil tadapta hai bahut shauqe ziyarat meKuch ada kardo hame mayoos halat meBas sukoon aajaye aye aaqa tabiyat meAye mere sardar aye mere sarkarHar momin ki aas bas tera darbar5. Aap ki aamad se behla gulshane ismatBafhgayi kuch aur hee islam ki shaoukatTeri shitkat se hai kaashana mera jannatDeen ke talabgaar haq ke madadgaarHar momin ki aas bas tera darbar6. Dehr me gar aapka aana nahi hotaAaj tak haq haashna koi na ban paataTere aane se hua islam do baaalKhaliq ki lalkar sabr ki talwaarHar momin ki aas bas tera darbar7. Aye mubarak khaanae haq me ali aayeAb musibat se kaho Rehaan udh jaayeHo na ho shere khuda ko ghaiz aajayeHaq ke talabgaar zulm ke bezaarHar momin ki aas hai bas tera darbaarHaidar-E-KararHar momin ki aas hai bas tera darbaar

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.