Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Haiye Haiye Wa Vayla

Irfan Haider · 2019

Haiye Haiye Wa Vayla,x4Haiye Haiye Wa Vayla.. x4Kar Zainab ye Nohaa, Haan mera baba qatal hua..Haiye Haiye Wa Vayla x2O Mere sar say utha sayaa, Haan mera baba qatal hua..Haiye Haiye Wa Vayla x2, Wa Vayla haiye...Yeh Kaisi Qayamat aayi Haipaigham e yatimi lai hainkoofe mai bapah ek shor huamatam ki faza si chayi hainMai kyu na karu nohaa, Haan mera baba qatal hua..haiye Haiye Wa Vayla x2, Wa Vayla haiye...Taza thi gham Madar Kababa ka utha sar say sayais dil ko samhalu mai kaisehar waqt jaha matam hai bapaUjdi hai meri duniyaa, Haan mera baba qatal hua..haiye Haiye Wa Vayla x2, Wa Vayla haiye...Kar Zainab ye Nohaa, Haan mera baba qatal hua..Haiye Haiye Wa Vayla x2Agaaz yehi hai karbal ka x2Baba pe chali joh taig e jafaaye khana e zehra main ya rabye sina zani ye aahobukaVeeran hui duni, Haan mera baba qatal hua..haiye Haiye Wa Vayla x2, Wa Vayla haiye haiye...Kufe fazaao main matam karte hai namazi wa vaylakarte hai yatimi ke gham say hasnain or ghazi wa vaylajab karti hu main giriyaa, Haan mera baba qatal hua..haiye Haiye Wa Vayla x2, Wa Vayla haiye haiye...Mazher ney azaan e gham dekar, irfan likha hai yeh nohaab kaise jiyu aye mere khuda kehti thi yehi binte zehraDil karta hai yeh nohaaa, Haan mera baba qatal hua..haiye Haiye Wa Vayla x2, Wa Vayla haiye haiye...

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.