Tute huwe dilo ka sahara hussain haiMushkil me deene haq ne pukara hussain haiHar dil aziz sabka dulara hussain haiItna jahan walo ko pyara hussain haihar qaum keh rahi hai hamara hai ya hussainhamara hai ya hussain hamara hai ya hussainhar qaum keh rahi hai hamara hai ya hussain1)Raahat nabi ke dil ki hai zehra ke dil ka chainbhai hasan ka aur hai haider ke dil ka chainduniya pukarti hai use shahe mashraqainkar paenge ada na jaha wale uska dainzehra ke ghar ka raaj dulara hai ya hussainhamara hai ya hussain hamara hai ya hussainhar qaum keh rahi hai hamara hai ya hussainhamara hai ya hussain hamara hai ya hussain2)saare jaha me uska gharana hai moatebarhar ek ke liye hai khula uska paak darraahib ko bete dediye fitrus ko baalo parjannat ka raahi bangaya jab hur pe ki nazarmuztar ka benawa ka sahara hai ya hussainhamara hai ya hussain hamara hai ya hussainhar qaum keh rahi hai hamara hai ya hussainhamara hai ya hussain hamara hai ya hussain3)adam vo nooh ke bhi labo par hai uska naamkarte hai uske zikr ko ayyub bhi salaamisa vo musa uska sada karte hai kalaamrahta hai zikr labpe mohammad ke subho shamhaa ambiya ki aakho ka taara hai ya hussainhamara hai ya hussain hamara hai ya hussainhar qaum keh rahi hai hamara hai ya hussainhamara hai ya hussain hamara hai ya hussain4)dono jaha me ussa koi moatebar nahiusse bada jaha me kisi ka jigar nahikyu naabalad hai isse tujhe kyu khabar nahideene rasool kuch bhi nahi wo agar nahigham hai agar hazar to chara hai ya hussainhamara hai ya hussain hamara hai ya hussainhar qaum keh rahi hai hamara hai ya hussainhamara hai ya hussain hamara hai ya hussain5)raahe khuda me apna bhara ghar luta diyanabiyo ki saari mehnate tanha bacha gayajangal ko karbala e moalla bana diyakarbobala ki dast ko aisa saja diyakhulde bari ka goya nazara hai ya hussainhamara hai ya hussain hamara hai ya hussainhar qaum keh rahi hai hamara hai ya hussainhamara hai ya hussain hamara hai ya hussain6)tukde chune hai jisne bhatije ki lash kedekha hai lasha bhai ka baazu kate huvekadyal jawan mar gaya aakho ke saamnehatho pe dam ko tod diya sheer qaur nesab kuch rahe khuda me gawara hai ya hussainhamara hai ya hussain hamara hai ya hussainHar qaum keh rahi hai hamara hai ya hussainhamara hai ya hussain hamara hai ya hussain7)jaari rahe ataao ka ham par ye silsilaMoula qabool ho ye azadar ki duaAsghar ke hai labpe shaboroz iltejaHar saal dekh te rahe ham aake karbalaKaafi fakat tuamara ishara hai ya hussainhamara hai ya hussain hamara hai ya hussainhar qaum keh rahi hai hamara hai ya hussainhamara hai ya hussain hamara hai ya hussain
Hamara Hai Ya Hussain
Azadar Hussain Sayyed · 2022
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.