Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Hamara rishta hussain s hai

Shadman Raza · 2009

Humara rishta Hussein se haiKashtiyé diné khuda ka rakhuda hussain hussain hussainYa hussain, Ya hussain ... hussain hussainHumé na ja ho saltanat [na takht-o-taaj chahiyé] x2Baland taaj-o-takht sé [maga mizaaj chahiyé] x2Shahidé karbala ka buss, dilon pé raaj chahiyéYa hussain, Ya hussain ... hussain hussainHamara rishta hussain sé hai x2 buss ék rishta hussain sé haiZoher-o-Muslim ibné Osajaa, Shabir ki tarhaJanabé Hur aur John ké naseeb ki tarhaHumé yé fakhr hai ké hazraté habib ki tarhaHamara rishta hussain sé hai, buss ék rishta hussain sé haiHai kaun apna tchara gar hussain hai hussain haiHai kaun hum sé baa khabar hussain hai hussain haiHai kaun apna raah bar hussain hai hussain haiHai kaun dil mein jal bagar hussain hai hussain haiHamara rishta hussain sé hai, buss ék rishta hussain sé haiHar ek simt dehr mein hai ya hussain ki nidaahHar ek kaum ki har ek dine ki bhi hai sadaaKamaal to yeh hai ké bhoot parasst bhi yeh bol uthaHamara rishta hussain sé hai, buss ék rishta hussain sé haiHamara tchara gar nahin koyi hussain ké sivaHamara baa khabar nahin koyi hussain ké sivaHamara raah bar nahin koyi hussain ké sivaHamara rishta hussain sé hai, buss ék rishta Hussein sé haiYeh woh hussain hai mila hai jisko doshé MustufaYéhi baqaaré arsh hai yéhi hai naazé kibriyaAna minal Hussain keh ké yé Nabi né keh diyaIssi sabab sé aaj hum bhi dé rahe hai yeh sadaaHamara rishta hussain sé hai, buss ék rishta hussain sé haiHussain ko dilon mein tum bithaalo ay hussainiyoHussain ko nazar mein tum bassaalo ay hussainiyoYeh keh ké apna dehr ko banaalo ay hussainiyoHamara rishta hussain sé hai, buss ék rishta hussain sé haiSamaa silé ké taa samak hussain hi hussain hoZamin sé aasma talak hussain hi hussain hoJahan jahan falak falak hussain hi hussain hoHamara rishta Hussain sé hai, buss ék rishta Hussain sé haiJahan péh gham Hussain ka wahan péh bhi siya satéJahan péh gham hussain ka wahan péh bhi kadhuratéKhuda ké waasté mitaado dil ki yéh galaazatéMunaafiqat ko tchhor kare payal zaban yehi kahéHamara rishta hussain sé hai, buss ék rishta hussain sé haiRahengué yawmé hashr bhi wohi to log ShadmanGhamé hussain mein jo kar rahein hai naaraa o fugaanAy Maajid apné paas aana paaégua ghamé jahanHamara rishta hussain sé hai, buss ék rishta hussain sé haiSirf Ya Hussain ....

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.