Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Hamaray ghar may

Shadman Raza · 2013

Hay Ahle Azaa Phir Alamo- Gham Ke Din Aaye....Phir Taaziya O Shewano- Maatam Ke Din Aaye,...Ay Phir Bekasiye Shahe- Do Aalam Ke Din Aaye....Phiraayi Qayaamat Ke- Moharram Ke Din Aaye....Are Phir Jinn O Bashar Mehwe Huwe- Aah O Bukaa Me....Are Phir Fatema (sa) Be Taab Hai- Pyaaron Ki Azaa Me....Are Phir Fatema (sa) Be Taab Hai- Pyaaron Ki Azaa Me..Maula (as) Aa Rahe Hain - x3Hamaare Ghar Me Maula (as) Aa Rahe Hain....x2Azaakhaane Sajaaye Jaa Rahe Hain-hamaare Ghar Me Maula (as) Aa Rahe Hain-Azaakhaane Sajaaye Jaa Rahe Hain, Hamaare Ghar Me Maula (as) Aa Rahe Hain....x2Kisi Ki Bhuk Ka Sadqa To Dekho- Kisi Ki Bhuk Ka Sadqa To Dekho....Kisi Ki Bhuk Ka Sadqa To Dekho - x2Mere Bachhe Tabarruk Khaa Rahe Hain....Azaakhaane Sajaaye Jaa Rahe Hain, Hamaare Ghar Me Maula Aa Rahe Hain....x2Abhi Maana Alam Abbas (as) Ka Tha- Abhi Maana Alam Abbas (as) Ka Tha....Abhi Maana Alam Abbas (as) Ka Tha - x2Abhi Mannat Badhaane- Aa Rahe Hain....Azaakhaane Sajaaye Jaa Rahe Hain, Hamaare Ghar Me Maula Aa Rahe Hain....x2Kahi Bachhon Ko Maa Rakhti Hai Girwi- Kahi Bachhon Ko Maa Rakhti Hai Girwi....Kahi Bachhon Ko Maa Rakhti Hai Girwi - x2Kahi Sakke Banaaye- Jaa Rahe Hain....Azaakhaane Sajaaye Jaa Rahe Hain, Hamaare Ghar Me Maula Aa Rahe Hain....x2Ye Jhula Ye Alam Taabut Dekho- Ye Jhula Ye Alam Taabut Dekho....Ye Jhula Ye Alam Taabut Dekho - x2Zyaarat Ko Malaayek- Aa Rahe Hain....Azaakhaane Sajaaye Jaa Rahe Hain, Hamaare Ghar Me Maula Aa Rahe Hain....x2Bade Choton Ko Mimbar Par Bithaa Kar- Bade Choton Ko Mimbar Par Bithaa Kar....Bade Choton Ko Mimbar Par Bithaa Kar - x2Hai Kya Karbobala Samjha- Rahe Hain....Azaakhaane Sajaaye Jaa Rahe Hain, Hamaare Ghar Me Maula Aa Rahe Hain....x2Agar Che Kat Chuke Baazu Hain Lekin- Agar Che Kat Chuke Baazu Hain LekinAgar Che Kat Chuke Baazu Hain Lekin - x2Alam Abbas (as) Ke Lehra- Rahe Hain...Azaakhaane Sajaaye Jaa Rahe Hain, Hamaare Ghar Me Maula Aa Rahe Hain....x2Azaa Ka Farsh Ghar Me Bich Chuka Hai- Azaa Ka Farsh Ghar Me Bich Chuka Hai....Azaa Ka Farsh Ghar Me Bich Chuka Hai - x2Imaame Asr (a.t.f.s.) Ghar Me Aa- Rahe Hain....Azaakhaane Sajaaye Jaa Rahe Hain, Hamaare Ghar Me Maula Aa Rahe Hain....x2Na Phat Jaaye Kahin Maa Ka Kaleja- Na Phat Jaaye Kahin Maa Ka Kaleja....Na Phat Jaaye Kahin Maa Ka Kaleja - x2Sina Sine Pe Akbar (as) Khaa Rahe Hain-Azaakhaane Sajaaye Jaa Rahe Hain, Hamaare Ghar-me Maula Aa Rahe Hain....x2Ye Dekha Maadare Qasim (as) Ne Maula (as) - Ye Dekha Maadare Qasim (as) Ne Maula (as) ....Ye Dekha Maadare Qasim (as) Ne Maula (as) - x2Uthaa Kar Ek Gathri Laa Rahe Hain-Azaakhaane Sajaaye Jaa Rahe Hain, Hamaare Ghar Me Maula Aa Rahe Hain....x2“Qamar” Dekho Bichaa Kar Chaandni Ko-“qamar” Dekho Bichaa Kar Chaandni Ko....“Qamar” Dekho Bichaa Kar Chaandni Ko - x2Zameen Pa Aasmaan Ko Laa Rahe Hain-Azaakhaane Sajaaye Jaa Rahe Hain, Maula Aa Rahe Hain- Hamaare Ghar Me Maula Aa Rahe Hain....x2Hamaare Ghar Me Maula Aa Rahe Hain....

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.