Azadari MediaAzadari Media

Haq Chinke Batool(sa) Ka

Zulfiqar Ali · Poet: Syed Zishan Zaidi · 1446

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Haq chin ke batool ka haste rahe Lain Tukre Sanad Rasool Ki Karte Rahe LainYun ghasib e fidak ne Rulaya Batool Ko Jhutlaya Sabke Samne Sadiq Rasool KoZahra Ke Haq Se Sare Mukarte Rahe LainHaider ko rassio me zakar ne k waste,Aye hai wo aliko pakar ne k qaste,Tukro me murtoza k jo palte rahey layinpehlu huwa he Zakhmi sabhi tuti pasliyaRo Ro Ke Maa hussain Ki Leti He SiskiyaRote huwe batool.ko takte Rahe Lainzahra ko taaziyana laga ke guzar gaye zalim shaheed zahra ke mohsin ko kar gaye kaysi wafa nabi se ye karte rahe laeenZishan pehle kabe ke jaisa jalake dar,Quran k pehlu par wohi jalta girake dar,Upar se gaye sare guzar te rahe layin

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.