Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Haq ka irfan jo paya

Mir Hasan Mir · 2009

hak ka irfan jo paya to ali yaad aayadil main quran samaya to ali yaad ayaadam o noh payambar hon ya hazrat issayounus o khizir hon ya hazrat mossawakt unper bhi jo aaya to ali yaad aayaghar tha Allah ka mojood makin koi na thakoi aayega yahan yeh bhi yakeen koi na thadar jo deewar main aaya to ali yaad aayasekron soorma the aur pehlwan hazaarjo the khaiber main sabhi yaar magar mere yaarmard ka zikar jab aaya to ali yaad aayajism ke aik se do(2) tukde barabar dekhekhoon ki barsaat hoyee urte hoye sar dekheran main abbas jab aaya to ali yaad aayaneza o teer o tabar koi khanjar na milalakh dhoondha kahin kufaar ko lashkar na milasaaf maidan nazar ayya to ali yaad aayaapna kuch hosh na tha itni pareshani theeghum e duniya ne mujhe ghair rukha tha phir bhihaath momin se malaya to ali yaad aayazikar nabiyon ka suna khoob yake baad deegarmain nusairi to nahin khair se walah magarzikar Allah ka aaya to ali yaad aayajo ke akwal e mayambar ko bhula bhaithe thehum ali ko bhi nahin jante yeh kehte theunko mitti main dabaya to ali yaad aayakalb e baatil ko kayee tukdon main battey dekhatakht kia cheez hai darbar ulatte dekhakhutba zainab ne sunaya to ali yaad aayashab e mairaj ajab baat hoyee yeh goharsunke awaz e khuda chounk uthe paighambarjab nazar kuch nahin aaya to ali yaad aayahak ka irfan jo paya to ali yaad aayadil main quran samaya to ali yaad aya

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.