Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Har durood aur har salaam

Sachey Bhai · 2007

har durood aur har salaammadare hussain tere naamzaujaye ali e sar bulandfatema azeem arjumandjiske aastane paak kequdsiyane arsh hai ghulamhar durood aur....hai wo fatema wo fatemaaarzoo-e-qalb e mustufajiske laadle hassan hussainjiski betiyan falak muqaamhar durood aur....kat raha tha farte shahe deenchal raha tha khanjare layeenbibi aap dekhti rahimit gaye haram jale khayaamhar durood aur....har durood aur salamkhwahare hussain tere naamsaniye janabe sayyedaallah allah tera hauslakhoob ki hifazate harambaad-e-qatle sayyede anaamhar durood aur....bibi gham uthaye hai bahotdil pe daagh khaaye hai bahottujpe ay hussain ki behanhogayi musibatein tamaamhar durood aur....karbala may apne dilrubakardiye hussain par fidaaun aur mohamede jarihogaye shaheed-e-tashnakaamhar durood aur....daulate batool lut gayidukhtare rasool lut gayichin gayi saro se chadareinjal gaye hussain ke qayamhar durood aur....mayyate padi hai bekafankya kare hussain ki behanbekasi aur aisi bekasishaam aur karbala ki shaamhar durood aur....inqilaabe waqt dekhiyeimtihaane saqt dekhiyesar khule rasool zadiyanaur ahle shar ka ijtemahar durood aur....har durood aur salamdukhtare hussain tere naamshimr kibriya ka waastatujko mustafa ka waastabinte shah be-gohar na thimubtela-e-gham hai tashnakaamhar durood aur....shimr ke tamache khaaye haibibi kitne gham uthaye haibaap ki judaai kam na thitujpe qaid ke sitam khatamhar durood aur....bibi aap par sitam huwemar gayi pidar ka gham liyehaaye jeete ji na chut sakaqaid qaanaye ameere shaamhar durood aur....

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.