Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Hay kyo naa kiya laasha

Miscellaneous · 2014

Hay kyo naa kiya laashaMazloom dafn teraMakhtal ki khak ban gayiShabbir kafn tera1 Aab kaun bachane ko, aaye ga madine seHai dur karbala se, shabbir watan teraHay kyo naa kiya laasha, Mazloom dafn tera2 Ek din mei kahi laashe, nikle tere ghar seAabad aab naa hoga, zahrah yeh sehen teraHay kyo naa kiya laasha, Mazloom dafn tera3 Ujdi hoyi zainab ne, maktal mei tere akarTeero se hai nikala, shabbir badan teraHay kyo naa kiya laasha, Mazloom dafn tera4 Shabbir ke lashe se aawaz yeh aati thiHar zukhm se ziyada hai dard behen teraHay kyo naa kiya laasha, Mazloom dafn tera5 Maa kehti thi kasim ki uth laal laga mehdiTeri laashe pe layi hai zainab bhi shogun teraHay kyo naa kiya laasha, Mazloom dafn tera6 Akbar ka kahi laasha kahi bazu hai gaazi keUjda hai barchiyo se hai bage adan tera7 Sajaad muhari ko jakda hai janjiro seKun ba chala hai kufe pabande rasn teraHay kyo naa kiya laasha, Mazloom dafn tera8 Har phool ko neze pe bejurm saja yaa haiKat ke bhi sar bulande hai, ey shah-e-zaman tera9 Pyasa ho kahi deen se mujhe paani pila denaSuna kesa hurmala ne asghar yeh sukhan teraMakhtal ki khak ban gayiShabbir kafn tera

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.