Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Haye Abbas

Syed Raza Abbas Zaidi · 2011

abbas ya abbasay shataqar abbasraah takti hoo mai haye din dhal gayadoor itni to nahi ghar se alqamaaur rehwar bhi tez raftar kamaine jate huwe unko di thi duabe-asr hai dua jaane kya hogayakhaali kooze kahan tak sambhale rahoonfazlo maqqar ko kaise tasalli mai doonpyas lene nahi deti ek pal sukoondhoond lao unhe haye kis se kahoondam ukhadne laga ghut raha hai galakab gaye thay irade se ladne ke worakh gaye thay wo ghar may hi talwar kokeh rahe thay wo mujse sakina sunolao mashkeeza ay laadli hum ko domai hoo dar par khadi dayr kyun ho gayiis andhere may kya kar rahe hai wahanaap hi kuch batadijiye amma jaanunko maloom hai mai hoo tishnadahanab to pathar hui jaa rahi hai zubanjeena dushwar hai qaime jalne lagaybhaiya abid tumhi jake lao khabarmashk itni to bhari nahi thi magarke utha na sake murtaza ka pisarab to khanjar se chalne lagay khalb paray khuda tu bata lab pa ay mustufadaf'atan khoon may dooba alam aagayazakhmi mashkeeza bhi tha alam se bandhapyasi bachi ke hathon se kooza giraphir to zere alam ek hi thi sadaalqama alqama tu bata tu bataghaib se aayi awaaze khairunnisaay sakina chacha tera maara gayabazuon pe chali uske tayghe jafamoo ke bal mera zameen par girakhaak par baith ja ab na de ye sadaay rehan-o-raza tha ye sadma badashor ahle haram may qayamat ka thakoi kehti thi bhaiya to koi chachachadaron ka na ab koi zaamin rahachup sakina hui kis se ye poochti

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.