Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Haye Asgare masoom se

Miscellaneous · 2014

Maqtal pe jo kahi bar zameen par shahe walaSamjhe ye malaek ke qayamat hui barpaKhayme ko badi aas se mazlum ne dekhaItne me kisi samt se ek teer jo ayaKamal safe lashkare gam ho gaya maulaDil me utha woh dird keKhum ho gaye maula...x3Haye Asgar masum se..x4Nanhi si gardan masum se labAsgar ka pyasa gala..x2Aankhon se aapni cheh maah ka Asgar amma se kehta rahaRoya nahi hu main teer khakar Asgar ne maa se kaha..x2Nanhi si.....Asgar...x2Haye Asgar maasum se...x2Jo maa ko maa bhi na bol paya uspar hue hain zulmNanhi si jaan par sehta raha hain Asgar ye zulmo sitamBejurm Asgar haye Karbala meMara gaya bekhata....x2Nanhi ....Asgar ...x2Haye Asgar maasum se...x2Haye Sakina Asgar ko lekar baithi thi sehmi huiNa leke jana maasum Asgar baba se kehti rahiMarjaugi main ro ro ke babaAsgar se hokar juda...x2Nanhi..Asgar ...x2Haye Asgar maasum se...x2Himmat kisime hain to yeh andaaz rok leAnjam ki khabar dame aagaz rokleDam hain to Jibraeel ki parbaaz rok leLashkar ka dom lekar agar ayega yazeedAsgar ke lab hilege to mar jayega yazeed...x2Haye Asgar maasum se....x2Hurmal ke hathon me kapti thi pakdi huwi woh kamaGirta raha tha woh teer bhari zaalim ke hathon wahaDarta nahi hoon ibne Ali kaKehta tha yeh ladla...x2Nanhi ...Asgar ...x2Haye Asgar maasum se...x2Asgar ka jhula baithi Sakina khali jhulati rahiPaani pilakar layega baba bacchon se kehti rahiNanhe se haathon se mangti thiRo ro Sakina dua ...x2Nanhi...Asgar...x2Haye Asgar maasum se...x2Kuch sochkar pisar ko uthaya Hussain neMojoom kar gale se lagaya Hussain neBacche ko raze fatah bataya Hussain neAsgar ko shehsawar banaya Hussain neYeh fikr sab kahe yeh qayamat ka dhang hainAsgar ki yeh wiga nahi Akbar ki Jung hain...x2Haye Asgar maasum se...x2Maasum Asgar mara gaya jab sari fizaa ro padiKhoone Ali Asgar jab gira toh Karbobala ro padiNanhi qabar me ha sheh ne lasha Asgar ka dafna diya...x2Nanhi ..Asgar ...x2Haye Asgar maasum se...x2Fauje yazeedi ke haye zaalim shah se yeh kehte raheNaizon se lasha maasum ka sab dekho lage dhoondhneAsgar ke tan se haye zaalimon neSar ko juda kar diya..x2Nanhi...Asgar ..x2Haye Asgar maasum se....x2Aankhon se apni cheh maah ka Asgar amma se kehta rahaRoya nahi hoon main tere khakar Asgar ne maa se kaha...x2Nanhi si gardan maasum se labAsgar ka pyaasa gala..x2Haye Asgar maasum se....x2

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.