Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Haye Haye Ali Akbar

Joan Rizvi · 2019

Haye Haye Ali AkbarKehti thi yeh ma khoon bhari mayyat sa lipat kerHaye Haye Ali AkbarArman tha pehnao gi poshaak shahaniafsos k raaz aye na tujhko yeh jawanikaisa tha muqaddarItna to zura thero tumhain dolha banalonphir aik jhalak sehray ki sughra ko dikhalonbechain hai khawarma tere judai main bhala kaise jeya gimar jayay gi sughra jo khabar tere sunay giab kya keron jee karathara (18) baras paal k parwan charayawoh gaisoonon wala hai mera khoon main nahayaab kya keron jee karkerti thi zayarat main payambar ki tujhi saab ghar main kissay dongi main tashbi nabi sahum shakal e payambartum hishkiyaan le le k jo dam todh rahay homoun ma sa humaisha k lia morh rahay hokyu rotay ho dilbarayay jo humain lotnay khaimay main sitam garma dagi sada haye ali akbar ali akbarchin jayay gi chadarpehlay to aik awaz pa uth jatay thay baitaab itni sadaon pa bhi pehlo nahi badlakya hogaya dilbarjab koi jawan lash nazar ati hai mehsharaik yad soya karbobala jati hai mehshardil rota hai keh ker

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.